posting delete hona ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posting delete hona ki waja
    forex main hum achi posting nahi kray gay tu humri posting delete hoti hai forex main hum ko achi quality wali post karni chaey jo delete nahi ho tu hum ko acha bonus mila ga agar humri post delete hoti rhi tu humri kam posting hoti hai tu hum ko kam bonas Mila ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posting delete hona ki waja

    g aap nay wche baath ke hwy lekin may aap ko bathaon k posts bazathe khudh delete nahee hothe ye os waqth delete hothe hay jab koi thread delete hothe our os par aap nay reply kia ho tho os thread k saath post be delete ho jathe hay is liay hamay asay threads par reply he nahee karne chahiay jis k delete honay k chances ho.
    • #3 Collapse

      Re: posting delete hona ki waja

      Dear baat ya hay k instaforex trading per hum trader bounas k through kartay hain aur bounas hum ko pak fouram per post karna sa hasil hota hay iss laya hum ko chaya k hum mukamil aur mayar k matabic post karan ta k hamari post delete na ho aur dosara ya k hum ko chaya k thread jis per hum na post karni hay aak mayari ho kyun k aap ki post aachi ho lakan thread mayar k matabic na ho aur thread ko delete kar daya ja hay to pher be hamari post delete ho jati hay
      • #4 Collapse

        Re: posting delete hona ki waja

        Post delete hone ki waja aapki post ki quality hoti hai aur aap yah Jo thread start time karke Jo first mein yani ke first wale 3rd ko open karke jawab dete Hain aap yah galat karte hain kyunki aap niche nahin dekhte Shailesh ke related Koi aur post bhi ho log basket ek jaisi post karte Hain jis per aap jawab dete Hain uski thread delete hoti hai uske sath sath aapki post delete ho jaate Hain.
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: posting delete hona ki waja

          Jab hum forum ke rules aur regulations ko follow nahein kerte aur apni marzi ke shath posting kerte hein tu hamari postein delete ker di jati hein. Forum mein copy paste kerna mana hey. Ab jo koi copy paste krega tu us ki post ko delete ker dia jae ga. Is ke ilawal aik hi topic per post repeat kerne se bi hamari psot delete ker di jati hein. Agar ap rules aur regulatios ko follwo krein gey to in sha Allah hamri post delete nahein hongi.
          • #6 Collapse

            Re: posting delete hona ki waja

            welcome to instaforex. bhai jaan jub hum ache posts nahe karte aor un me words sahe use nahe karte to hamre posts delet ho jate hay.aor jo forex member 4 se ziada threds dalte hay aor hum wo threds jub open karte hay aor posts karte hay to hamare posts gai aor un ke thred gai.
            • #7 Collapse

              Re: posting delete hona ki waja

              G Han dear mostly repeated threads ya phr ghair mayari thread moslty delete ho jaati hen es leay ap ko different topics k sath yahn threads krna hongi es sy AP ka knowledge bhi increase hoga aur apko es me seekhny ki bhi madad Mily gi koi dosra bhi AP sy kuch seekh sakta Hy jab AP sahi Kam krne gay tab
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: posting delete hona ki waja

                g bilkul achi quality wali post kabhi bhe delet nahi hoti hai ,,hum sub ko apni quality ko best banana cheye jitni zeada hamari quality best hogi hum utna he zeada profit gain karen gy or hmri threads bhe hit hongi or hamen achy thnks bhe milty rahen gy
                • #9 Collapse

                  Re: posting delete hona ki waja

                  [Dill ki baat sub k 7]

                  Jo short post ho air thread se mutalqa na ho won post delete kar di jaati hay is k illawa spelling mistake aur jaldi main likhi gaee post k delete honay ka chance hota hay
                  • #10 Collapse

                    Re: posting delete hona ki waja

                    Do useless post hoti hai woh delete hoti hai isliye Hamen yah koshish karni hai ki Jab Ham post Karen Hamari post mein bahut acche information Ho Jo dusre traders ke liye benefit Ho Agar Ham Aisi post Karenge to usse hamen bhi achcha profit aur bonus mil sakta hai Varna Agar I'm useless post Karenge Hamari post delete ho jayegi
                    • #11 Collapse

                      Re: posting delete hona ki waja

                      Forex forum men jo ap posts krete han wo delete ho jate han is k waja ye hay k ap posts men is ka jawab he nae hota jis ko pocha ja raha ho means ap k baaat irrelated hote hay ye pher us men errors itne hote han k samjh kuch nae ata.
                      • #12 Collapse

                        Re: posting delete hona ki waja

                        Dost ap ne sahe kaha hai ager hum achi tarah se post nahe kren gyen tu hamari post delete hoti rahe gye kyn ke jaldbazi mein kiya huwa Kam kabhe bhe 100% perfect nahe Hota post ya thread create krne se pehly os ek bar zaroor check Krna Chahye ke os mein kahe spelling mistake tu nahe ki. Spelling mistake se bhe hamare bonus mein acha khasa asar parta hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: posting delete hona ki waja

                          Spelling correction
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: posting delete hona ki waja

                            How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy g bulkul forex business me hamri posting a delete ho jati hy mery khayl me hamri posting me ziyda knowledge ni hota hy or experience ke sath bhi posting ni hoti hy ziyda sy ziyda knowledge ke sath posting krni chiya forex business me
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: posting delete hona ki waja

                              Forex online buisness hai ye sb janty hain to is main kaam bhi soch smjh kr krna prta hai ase posts jo bilkul useable na hn ya forex sy relate he na krn to wo posts delete ho jati hain ap jb bh posts ya thread krn focus ho kr krn ta k achi posts create ho jae ar wo delete na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X