Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.
    Dear agar ap ne ais market mai kaam kar k kamyab hona hai to hum ko ais mai sab se phly to learning karni ho gi aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai learning k baghair kaam karty hai to ais market mai kamyab ni ho sakty ais liay hum ko phly learning karni hai aus k baad earning karni hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

    Agar hm pakiatan forex me kamyab hona chahte he to hme trading ke bare me bhot xiyada knowledge gain karna ho ga or ye knowledge hm aone senior member ya forex me ziyada kam or mhenat se hasil kar skte he or agar hm isa karte he to hm ak ache trader bhi bn sakte he or bhot sare earning bhi kar sakte he isliye hme yha ziyada se ziyada knowledge gain karnanchahye
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

      forex main joining k bad sub se pahly forex ka basic knowledge gain kerna ho ga knowledge gain kerny k bad humain forex market ko samjhni ki koshish kerni cahhaiy aur jub is ki thori bht samjh ay jay tu demo ko use ker trading kerni chahaiy jub ap us pe expert ban jain tu real main invest ker k trading kerni chahaiy jis se hum achi earning ker sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

        Learning ko time na deny ki ghalti esy traders se ho sakti hay jo ya to greedy ho aur ya learning ki ehmeyat ko na samjta ho, achi trading ki koshish traders karty zaror hey magar kamyab tab ho sakty hey jab wo proper time zeyada den aur sath me time ko manage kar key work kary, 1 specific time hamary pass esa hona chaye jes me ham siraf aur siraf trading ki learning hi karen aur koi aur kam es time par na karen to 100% chance ye hota hay key hamy kamyabi mil jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

          Yeh bat bilkul hakeekat hey k forex trading men kamyabi ka daro madar iss ki achi learning pe hota hey iss liay learning pe mehnat karen kiun k jitni achi learning ho gi utni achi earning hasil kar saktay hen aur bagher learning k trading men kamyabi namumkin hoti hey aur forex trading men no earning without learning bhi sahee bat hey
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

            learning ko tiem dain ager time hy to ap kamyb ho skte hain...
            .................................................. .................................................. .................................................. ....................
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

              G dosto forex mine kam krne k liy lerninng ko time dena bhut lazmi hai forex min lerning bhut lazmi cheez hai is k bina ap ko kamyabi bhut mushkil se milti hai bas ap apni learning ko jari rakhian.
              :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

                g han sahe bat ki y hamin bhi chahiy keh ham learninig ko time dein jitna hamrey pas knowledge acha hoga hy wesy hi hamin markeet ko smmjhnuy mein asani hogi ham iss ko analyse krein trading kernuy sey bhi hamin experince miluy ga jis ki wja sey ham achi kamiyabi ko hasil ker sakty hein market ko smjh ker hi ham profitable trading ker sakty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

                  hamy achi learning hasil kar ky is main hard work or mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apnjoi marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

                    G bilkul forex trading main ap ko market ki movement ko learn kerna chaiye or sai time per trading kerni chaiye tab ap k profit gain kerne k chances increase ho jate hai. Is liye market ko proper analyze kare or pher trading kare.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

                      Ji bilkul Hamen Forex trading mein ghar Kamyab hona hai To Hamen iske liye jaruri hai kya Iske bare mein study Karen Forex trading hai kya kaam Kis Tarah Karti Hai kam kin kin tariko se karti hai agar Ham Forex trading ke bare mein padenge to tabhi Ham Kamyab Honge Ham Jitna Jyada isko deeply study Karenge Ham Tumhen Jyada ismein expert Hote Jaenge Ham Jitna Jyada ismein kam Karenge a vatan hi Nahin Nahin Maloom baat karte rahenge Kyunki chart analysis karne ke liye Rose methods a rahe hain Jinka Humko Pata Hona chahie Taki Ham unko acche time per acchi Jagah implementation Karva sake Jin kahan Mein fayda Hoga thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                        Dear agar ap ne ais market mai kaam kar k kamyab hona hai to hum ko ais mai sab se phly to learning karni ho gi aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai learning k baghair kaam karty hai to ais market mai kamyab ni ho sakty ais liay hum ko phly learning karni hai aus k baad earning karni hai.
                        dear Agar aapane is market Mein kaam karke Kamyab hona hai to to aapko ismein sabse pahle learning Karni hogi uske bad hi aap market Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham is market Mein learning ke bagair kam Karte Hain To is market Mein Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen pahle learning karni hai uske bad earning karni hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market mai learning ko time dy agar kamyab hona hai.

                          ji han Sar aapane bilkul sahi Kaha yah Hamen forex market Kochi train wala karna chahie Agar Ham iski market ko chitranna Raj Karenge to Jarur Raksha Karenge Varna kabhi bhi nahin kar Sakenge Aur ismein Dil lagakar kam karna chahie Har member ko

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X