Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay
    Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai agar ham iss mai jald bazi karaingay to ham iss mai hamesha loss karaingay hamai chaye ke iss mai hamesha sahe tariqay say patience ke sath kaam karai kiun kai agar ham jald bazi karaingay to ham iss mai bar bar ghalti karaingay jis kai waja say hamai loss hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

    Loss sy bachna chahye tu aik patience sy work karein ager koi b kaam hum patience zt karrin tu nakaami hamrn kabhi mahii ho saktii aor acha work hanen pakistan Forex trading business men kamyab karta hy acha work hi achii planing hotii hy achii planning sy hi achii stragedy hotiii hy good stradgy make a good plane pakistan Forex trading business men work karna azeem logon ki khush kisamti hy acha business mn acha kaaam karna chahye pak forex trading business bhot acha aor Dil laga kar work karny wala business hy jitna acha work ho ga kamyaabi utni hi achii mild gii
    • #3 Collapse

      Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

      Asslam o aalikum
      G ahn bhai jaan ap ki baat thik hy min ap ki baat sy agree hon ka forex business aisa business hy agr hum is min itminan ka sath kaam marty hain aur jaldbazi nahin krty hain to hum is min kamyab ho sakty agr hum.jaldbazi karty hain aur itminaan ka sath kaam nahin marjn gy to hamin foeex .min los hi los ho ga is lia hamin kaam ka waqt jaldbazi nahin karty jis sy hum sy hum kamyaab ho sakty hain..
      • #4 Collapse

        Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

        Sabar krny waly log zyada kamyaan rehty hain forex trading main akser trades ko kai dino tk hold krna prrta hai agr ap is trade ko loss main close kr den gay to yeh kch din profit main bui ajati hai jis se apko pachtawa rehtaa hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

          hamy loss sy bacnna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar km kar sakty han hum is mai agar greedy ban ky km kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hhota forex aik acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

            forex aik acha business hain hum is mai agar saber or tahamal sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex ak asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

              is main kam ky duran agr ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata hain lakin hamy apni galtio ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi hamloss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko apni marzi sy pora kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha or best business hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

                is forex main hamain sabr say hi trad karni ho gi tab hi hum sucss hn gay aur hamain hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main sabr say hi itrade karni ho gi ta k earning karein gay aur hamain is forex main planing kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain is sayy faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

                  Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon ka p sab Allah pak k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k traders ko hamesha hi patience ka muzahira kerna chahiye , iss tarah se loss se bacha ja sakta he .
                  Malik Fiaz khokhar
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

                    Dear friend agar ap ko forex say profet hasel karna hy aur apny acount ko safe rakhan hy to ap ko chahye k as mai saber k sath iam karen aur forex main lalach karny say dor rahen tab hi ap as main bahteren profet hasel karny keleye kameyabi hasel kar sakty ho aur forex main ak bahteren trader ban sakty ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

                      Pakistan forex form wale Jo bonus mein dete Hain vah month and hone ke sath se 8 din ke bad hamare comments ki verification ke bad hamare instaforex ke account mein transfer kar dete Hain Pakistan forex form kab or bonus per ham trading main use karke achha profit Kumar sakte hain aap do tarike se vah profit withdrawal karva sakte hain yahan to apne Bank mein direct transfer kar le yaar screen mein transfer karne screen mein same day hi transfer Ho jaate Hain aur agar aapane apne bank account mein transfer karne hetu uska time 3 se 4 din hai lekin mera aap sabko yahi Mishra hai ki aap apna profit screen mein Hi sev Karen kyunki vachesave side hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

                        G Han bilkul dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab business hai ya forex bussiness is waqt pura world ma famous bussiness ha ismein Kam karna koi mushkil Ni ha ham ghr baith Kar online Kam kar sakty hain or agta aap chaty Han k app is ma kamyab hon to aap forex ma sabar sa Kam Kiya Karen or fresh mind sa Kam Kiya karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say bachna hai to patience ke sath kaam karay

                          Patience her kam mw bohot important hota hai humein hamesha patience key sath kam karna chahiyea jitna ziyada patience hoga utna tasalli sy kam karengey hum or agar patience nahe hoga tou panic hoga isliye sukoon sy kam karain or kamyab ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X