loss ky bad saber kary
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ky bad saber kary

    bhai waise to agar ke sath mein hum aur use karte hai to humare liye achi baat hogi bhai, ke sath trading humare liye kafi faydemand hote hai bhai agar thik se use karte hai to bhai. wohi ka use karna chahiye jiske bare mai achi jankari ho trader ko wo indicator ka use nahi karna chahiye jiske bare mai pata na ho trader ko jis ke bare mai pata nahi hota aur uska use karta hai trader ko usse fayeda nahi mil pata hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ky bad saber kary

      slam to all members... of course forex trade pe agr apko loss hua ha tu ap mayus hu kar forex ki trade loss k sath na choren balke hosla k sath ap apni kohsish jarri rkhen nd loss ko profit mn badal den.. jahan loss hu wahan profit b confirm ha or forex pe kam or zyda knowledge kafi loss de e nh skti
      • #18 Collapse

        Re: loss ky bad saber kary

        g bilkul loss k bad sabar karna cheye or hamesha himmat k sath kam karna cheye ..loss k bad kabhi bhe himmat nahi haarni cheye or bhot zeada soch samjh kar trade karni cheye or slowly trade karni cheye us sa loss recover ho sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: loss ky bad saber kary

          asslam o alikum dear all members forex trading main kam krty waqat agr ap kisis ghalti ki waja sy loss ho jay to apko apni ghalti ko improve krna chaiye aur saber sy kam lena chaiye apny seniors sy concern krna chaiye
          • #20 Collapse

            Re: loss ky bad saber kary

            Sabar kay alawa ap kuch be nahi sakty hian .esleye kay sabar nahi karain gay tu ap ko emotional trading se mazeed loss ho ga.esleye koshish karain apni trading main loss kay bad jo mistake ho us ko samjain us ko follow karian us pay kam karain or apni mistakes ko door karain. or apni skills or experience ko mazeed acha karian gy tu ap kamyab ho gay or ap achi trade be tab he kar sakain gay.
            • #21 Collapse

              Re: loss ky bad saber kary

              g han bilkul bhai jan ager humen forex main trading karty waqat kisi trade main loss ho jata hy tu humen is main preshan ni hona chye balke ye sochna chye k business main tu loss or profit tu hota he rehta hy is bar loss he sahi agli bar dekhen gy jab ye bat ap soch lien gy samjho ap forex main kamiyab ho gaye
              • #22 Collapse

                Re: loss ky bad saber kary

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Conia پيغام ديکھيے
                agar hum forex mai kama karty howe koi mistake kar dety hain to hamy los ho jy ga hamy loss ky bad saber karna ho ga hamy next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna hho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kaer sakty hain
                Asslam o alaikum dear forex member loas ho jye to agr gm sabr kariangy to apko pata hy ke sabr ke phal meetha hota hay aur uska reuslt bji positive hota hay is liye loss ke baad sabr ke muzahira krnaa behtr hy emotional honyy sayy..
                Visit My Profile
                • #23 Collapse

                  Re: loss ky bad saber kary

                  Assalamualaikum bhai AP ki baat bilkul sae h loss hony k bad hamien sabar karna chahiye Qk loss hamari kisi mistake ki waja we hota h tu us k liye hamien sbr krna chahiye next time mehnat kary aur zyada se zyada experience gain Kare inshallah profit hoga.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: loss ky bad saber kary

                    Loss kamyaab traders ko bhi ho jata hai kabbi bhi loss se mat ghabraye balkay sb trader ko loss face krnaa prrta hai aur agr ap soch rhy k sb trades profit main he jayen to esa nhi hotaa is lye khud ko theek kry aur yeh ghalat fehmi door kr den

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X