Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta hai
    Aslam o Alakum
    dear forex members jab hamain loss hota hai to hamain ye dekhna chahye ke loss kis wajha se ho rha hai our jab ham apni ki gi mistakes ko jan jate hain phir hamain loss nhi hota sirf profit hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

    Walakum Slam G Han Jab ap Ko Loss Howa Hai to Ap Ko Is Baat Ka Zror Pata Karna Chahye Akgir Kar Ye Loss Hamari Kis Ghalti Ki Wajha se Ho rha Hai Jab Ap Esa Karen Ge to Ap Ko Itna Knowledge Ho Jai Ga Ap Loss Nbi Hone Dian Ge.
    • #3 Collapse

      Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

      hamain loss kyn hwa ,ap ko loss ap ki apni mistake ki vja sa hota hy aik to entry point shi nhe lagaty ho dosra ap apni lot size zyda rkh daty hain ,yhi vja hy or is ki or koi bh main vja nhe hy ap agr profit hasil krna chaty hain to lot sixe normal rekhain
      • #4 Collapse

        Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

        loss Forex trading Ka hissa Hai Jab Ham trading Karte Hain To Hamen loss ho sakta hai Hamen chahie ki Ham apni galti se sikhe aur kabhi bhi Aisi galtiyan na Karen jinki vajah se Hamen loss hota hai Hamen bahut Soch samajhkar trading Karni chahie Jab Ham apni mistakes ko note Karenge To Ham acchi trading kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

          hamin loss tab hota hy tab ham ghalt post kerty hein koi bhi usmein indormatpin nahee hoti isk ilaawa ghalt trade lagana or trade ko loss mein close ker dena sey hamin loss hota hy jab ham loss mein trsde close krein gy to hamin bhut loss hoga or account per negitive asre prin gy to hamin issey bachna chaiy or apni trade ko atentive hoker kerna chaiy loser nahee bnna chaiy tab hamra loss prfit mein tabdeel ho sakta hy ,,,,,,,,,,,,,,
          • #6 Collapse

            Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

            dear hume is business main lose hamri apni mistake ki waja se hota ha agr hum is main apni mistake py control krein gey tu phr hum is main asani se kameyab ho sakte hein hume is main agr acha work krna hai tu os k liye daily forum ko time dein
            • #7 Collapse

              Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

              Bilkul sahi baat ki h Bhai ap n ghalti to insan sy hoti raheti h insan ghalti to krta hi raheta h r sath sath woh seekhta b ha r woh dobara ghalti nhi krta wohi esi trah agr hum sy koi ghalti ho jati h to hum b phr us ko control krr k dobara woh ghalti nh krr k loss ko control krr sakty hn
              • #8 Collapse

                Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                G han bhai aksar traders ko bar bar loss esleay hota hay q kah woh us mistake ko bar bar repeat kartay hain jis ki waja say un ko loss hota hay aur un ko apni mistake ka pata nai chal sakta esleay woh bar bar repeat kartay hain but agar loss ki reason ka pata chal jaay to usay remove kar k loss say bacha ja sakta hay aur acha profit earn keya ja sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                  Asalam walekum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun KiLos ke reason ka koi bhi pata nahin chalta kyonki Jab Hamen profit hota hai to tab Ham to is Baat per gaur Nahin Karte Jab loss hota hai tab aur Kyon Kiya Jata Hai loss or profit yah donon ka ek Achcha rishta Hai isko Koi Bhi Nahin Tod sakta Kyunki Kabhi profit Kabhi loss yah Hamare life ka ek hissa hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                    f orex main huminy loss kiss wja sy howa hy agr haminy pta chl jainy too profit main bdl jaiy ga wo iss trha bdly ga k hum dobara wo jo hum ny forex trading main mistake ki hti hain wo jb hum dobara reapet nhi kriny gy too hum profit hi kminy gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                      G sahi kaha bhai ager ap forex main apni mistakes ko find karlo gy tu ap is main kmyaab hone lago gy. Jab humari trades zyda loss main close ho tu us main hum same mistake kar raha hote hai.Tu humain chahia ka hum us mistake ko find karian usko dhondne k baad hum usko cover karian then again practice karian. Humra result main kafi changing aa jaya gyi jahn tak k humain profit main wo trades janae lagy gyi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                        Kamyaab woh log hoty hain jo loss k bad iski reason janty hain aur isky peechay jo reason hoti hai us k sudhaarty hain jo log ghaltio ko ignore kr dety hain aur ghaltio se seekhty nehi esy log achaa earn nehi kr patay aur naa he inko long term main profit hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                          welcome to pak forex.bhai jaan hum jub bhe forex me treding karnay ke liye jaay to hame sahe mano me pata hona chahiye forex pe treding kaise karte hay ta kh hame treding me kabhe loss na ho.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                            w.salam
                            ji han ager ap es bat ko jan lety hain k app ko loss kise wja sey hoa hai app ney traide main kiya ghaltiyan ki hai to es trha ap apney loss ko recover kar skty hai kiun k ager ap kise bhe ghalti sey koch sekh lety hai to wo ap k lia kafi faida mand hota hai hai .
                            information for Beginners
                            Complete Forex Knowledge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamian loss kyun howa is baat ka pata chal jai to loss profit main badla ja sakta

                              G haan Forex memeber ap ki baat sahe hai jab ap ko loss ho jay to ap ko apni mistake ko dekhana chahye k loss q ho raha hai to wo cheez ap reciver kar line ziada kamyabi aur profit mil sakta hai..
                              :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X