ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi he
    asslam.o.alaikum kaise hai friends sub ?
    main yeah kheh raha tha k ham ager kise kam main mehnat karty hain to ham ko kabhe bhe kabhrana nahi chahe hai k hai hamri mehnat zayoo na ho jayai ager app ki mehnat kise achy work k lia ho ge or app dillaga kar work kary geyai to kabhe bhe ap ki mehnat zayoo nahi ho gee inshaAllah .
    Mehnat karty rahoo mehnat ka phal metha hota hai .
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

    Wa alekum slam f haan ap ki baat sahe hai ager acha kam kar rhy haine aur us mehnat bhut ziada hai to is mine ghbarany ki zarorat nai bilkul bhi ap ko apni mebnat jari rakhni chay hamine us mushkil safar ka sila zaror milta hai forex mine ap ko bhut acha kam mila hai ap zaror is pe mehnat kea krine..😁
    :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
    • #3 Collapse

      Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

      Assalamualaikum welcome to Pak forex forum..me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge...Han ji bilkul AP ne bht acchi bat ki hai k hamain forex forum per Kam kerty Hain to hamain kbi loss nhi ho ga ..is Lia hamain mehnat se kam kerna chahea aur sath sath learn kerty rehna chahea...jab ham mehnat karain ge to kbi b nakam nhi hn ge aur inshallah hamain Kam kerty hue kbi ghabrana nhi chahea balke confidence k sath mehnat kerni chahea..
      • #4 Collapse

        Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

        g han dear apne belkul sai kaaha hy foprex online usnes men mehnt sy kam karty hen humen ghbraana nai chaia .q keh ALLA pak kice ke mehnt zay nai jany dta..es ley humen chjaia keh hum forex men zeada sy zeada mehnt sy kam karen forex bunes men humen chaia keh hum forex ky rolls ko fallow karyty howy dill laga ky mehnt sy kam karen gy tab he hum achi kamyabi hasil kar saken gy ..forex men hum jitna zeada mehnt sy kam karen forex men jitna achi mehnt sy kam karen gy hum utna he acahi kamyabi hasil kar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

          walaikum salam last bat jo ki hy wo saber ka phal metha hota aur mehnat m azmat hy agr hum din rat ak kr kh mehnat kry ge to ak din hum zaror kamyab ho ge aur humain success lazmi mily ge humain mehnat ko apna shewa bna lena chaye kesi se darna ni chaye agr hum work zeyada kry ge to kamyab bhe lazmi ho ge humain kesi se darna ni chaye bilkh kamyabi k sath agey bharty rehna chaye...
          • #6 Collapse

            Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

            Wsalam dear bilkul thk kaha h koi b kaam kro to us mn yaqeen k sath kro r our itmaad k sath kaaam kro to kaamyaabi zaroor mily gi r hum ko dar k kaam nhi krna chaheay agr hum acha kaam kren gen r mahenat krengy to hum ko acha business mily ga
            • #7 Collapse

              Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

              Assalam o Alaekum bhai g,
              Ma ap ki bat sy agree ho.... kisi ny kia khoob kaha ha k practice makes a man perfect....
              Ap agr koi b kam krna shuru karain to start ma ap ghabra jaty hain lakin jesy jesy ap mehnat krty jaty hain ap ka dar khatm hona shuru ho jata ha.
              R aik stage aati ha k ap bilkul ghabrana chor daity hain r ap ki girift bhot mazboot ho jati ha.
              Shukriya.......
              • #8 Collapse

                Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

                Jyada mehnat Karenge utna Jyada accha profit Hasil Hoga aur Agar mehnat kar rahe hain To Hamen ghabrana Nahin chahie To Hai Jo mehnat Karta Hai vah Kamyab Jarur Hota Hai Pahle thodi der se lekin kamyabi Jarur milati hai
                • #9 Collapse

                  Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

                  G bilkul jab ap kise kam k liye positive efforts kerte ho to us ka result bhi positive hi hota hai. Is liye mehnat kare inshALLAH ap ki mehnat rigah nai jae gi.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: ager ham kise kaam main mehnat karty hai to ham ko os kam main kbranha nhi chahi

                    Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai hard working krney sey hum market mai success hasil kr sakty ho. Es business mai hard working sey hum apni investment ko safe kr sakty hai. Hum market mai hard working sey best earning hasil kr sakty ho.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X