"Over-Confidence is really harmful for forex trading"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    har tarha kie trade ka ak time hota ha aur us ka drust time py he trade karna hamry faidy maain hota ha theek time talash karin aur us main trade karin ta ky profit ho theek thak profit ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han forex trading mien apko apni trading mein confidence to hona chahiye lekin is mein ap kabhi bhi over confident nahi hon is mien ap agar over confident honge to phir ap is mien loss hi karenge.
      • #18 Collapse

        Main aap sey agree karta hoon keh over-confidence traders key leye kafi harmful hota hy. Starting main new traders ko jab aik bar profit hota hy to woh over confident ho jatey hain aur careless ho kar big lots lagana shuroo kr detay hain aur as a result, jo profit unhon ney earn kia hota hy woh bhi zaya ho jata hy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          market main agr confidence say kam karty hain to kafi behtr rhta hay agr is main hum over confident ho kar kam karty hain to kafi risk hho sakta hay loss b ho sakta hay so humain market main order ko place karny say phly analysis kar kay planing ki help say kam karty hain to kam karny main asni ho sakti hay low risk main kam karna ho ga k loss km ho
          "The mind is everything, What you think you become"

          اب آن لائن

          Working...
          X