learning ke forex mai ahmeyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ke forex mai ahmeyat
    forex mai hamy ache learning gain kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bna sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning ke forex mai ahmeyat

    g to bhai jan jesa k ap nay kaha hy to bhai jan vaki mn is kam ko start krnay k liay bahot hi achi lerning kri hoti hy agr ap achi trah is kam ko jan jaty hyn to ap bahot agay ja sakty hyn lykin lerning bhi os valkt tak nahi ati jab tak ham lerning mn bhi koi khasi mehnati nahi krty agr ap lerning mn bhi ik trah ki mehnat krty hyn to phr ap bahot jaldi os kam ko learn kr sakty hyn
    • #3 Collapse

      Re: learning ke forex mai ahmeyat

      Dear brother forex trading men learning ki bahut ziyada importance hey kiun k learning hi kamyabi ki key hey jitni achi practice ho gi utni achi earning hasil kar saktay hen iss liay pahla step learning hey iss pe mehnat karen aur forum pe posting k zariay aur seniors se rabta kar achi learning hasil karen
      • #4 Collapse

        Re: learning ke forex mai ahmeyat

        G learning ki pakistan forexvme bhot he ziyada importance he kioke hmare pas trading karne ka jitna ziyada knowledge ho ga hm utne he ziyada profit kma sake ge or agar hmare pas knowledge ni he or hm trading start kar dete he to hm kbhi bhi ak ache trader ni bn sakte he kioke is se hme bhot ziyada loss ho sakta he isliye hme chahye ke hm ziyada se ziyada knowledge gain kare take hm ak ache tradr bn sake or bhot sare earning kar sake
        • #5 Collapse

          Re: learning ke forex mai ahmeyat

          aoa to my all forex memebers ap na bhai jan bahot hi acha swal kia hy learning ke forex ma ahmeyat ,leaning ho gi to hm earning kr sky ga learning sa hi earning hy or ya hamary liya bahot zarori hy ,agr hm mahnet sa kam kra ga to hm kamyab lazmi hon ga
          • #6 Collapse

            Re: learning ke forex mai ahmeyat

            G dear ye bat tu hai kay learning kay beghair tu kisi jam ka nhi hai forex mai kam karna kiyu kay aik achi learning he ap ko aik achi earning daye jata hai tu mahnet kay sath kam kartye rhain aurr forex mai karain ta kay ap ko es mai kamyabi hasil ho jatye hai na
            • #7 Collapse

              Re: learning ke forex mai ahmeyat

              hamy achi learning hasil kar ky is main kam karna chahey pher hi ham achi earning hasil kar sakty hain hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik king business hain
              • #8 Collapse

                Re: learning ke forex mai ahmeyat

                Forex trading in hi Duniya ke kisi bhi Business mein learning ki bahut jyada importance hoti hai aap jitne acche tarike se learning Hasil karte hain utna hi acche tarike se profit kar sakte hain isliye first learning then you can easily earn
                https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: learning ke forex mai ahmeyat

                  YeS ForeX TraDing MaiN LeaRninG Ka BuHuT IhmIyaT HaiN LEarnInG KaRna ZaROoRI haiN Forex Main LearNing KaRte Hain To Is MAin Ha ZAroor EarnIng Karte Hain ISi Liye LearnIng Ke Zariye Se Apko Sure EaRninG Mil SaKta Hain Aur Hamen ChHaye Ke Ham Is Mai Apne LearNing Par Hi Focuse Karen Aur Hamen ChhAye Ke Ham Forex Ke WithOut LeaRning Kabhi BhI Is MAin Risk Na LeN AuR ApkO LeaRniNg Se Hi ACha EarniNg Mil SaKta HAin
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X