Forex me loss ki barri wajah...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex me loss ki barri wajah...
    Mohtaram dosto. Forex me earning karna itna mushkil nahi ha. Bas hamari thori c laparwahi ki waja se ham loss kar jatay hain. Agar ham market ka analysis karain aur uskay baad trading karain, to ham forex se achi income hasil kar saktay hain. Forex me nakami ki barri wajah jald bazi, andhi trading karna aur lalach karna hain. Agar ham en khaamio per qaboo paa lain to hamari earning achi ho sakti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex me loss ki barri wajah...

    dear bhai forex trading business eik risky business hai is mai hume lose be hota ha ur profit be agr hume bar bar lose ho ho rha hai tu samj lein k hum is main lalach k sath kam kr rhe hein lalach khabi be na krein is business main lalach wala tarder khabi kameyab be nai hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex me loss ki barri wajah...

      bhai yh bht sy members ny question kia hy kh loss ko waja kia hy ap new hn to bhai is ki waja yh hy kh jo members apny dil sy lalich ko niqal dain gy wh kamyab hon gy bhai bht sy members money mengemnt sy ziyada lot size use kerty hn or leverage bhi account sy ziyada hi lgaty hn jis sy un ko loss hota hy hmain chahiay kh over trading sy bhi dor rahin or market ko achi tarah sy judge kerny ky bad trade lgain
      • #4 Collapse

        Re: Forex me loss ki barri wajah...

        Traders ko us waqt ziada loss hota hai jb woh blind trading krty hein aur trend k against order place krty hein yeh bhi hota hai agr aik pair mein unko profit ho rha hai tu woh usi mein aur order place krty hein aur lalach ki waja se unka account wash ho jata hai ya phr itna loss hota hai jisko woh na control kr skty hein aur na hi trade ko loss mein close krty hein.
        • #5 Collapse

          Re: Forex me loss ki barri wajah...

          Forex man loss ki bari wajah lalach or jald bazi hai is liy lalach nhi kar ni chahey lalach aik bori bala hai lalach sy kbi bhi kamiyabi nhi ho ti hai lalach sy nakmi ho ti hai lalach kar ny sy bhot loss ho ta hai lalach nhi kar ni chahey lalach sy trading man loss ho ta hai markeet ko analiyses kar ky trading kar ni chahey or scoh samjhe ky trade opne kar ni chahey
          • #6 Collapse

            Re: Forex me loss ki barri wajah...

            sahee kaha aap nay hum jab be trading may laparwahi karthwy hay oir jaldh bazi say kaam lathay hay tho hamay yakeene loss hothe hay is liay hamay kabhi be jaldh bazi sah kaam nahee karna chahiay our trading may apnay jazbaath ko control may rakna chahiwy thake hamay loss na ho our profit kar sakay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex me loss ki barri wajah...

              Forex m loss ki sb sy bari waja ya h k humary pas jb kisi chez k knowledge na ho experience na ho to humyn loss he hota h kisi bi business m jb loss ho to u ki sb sy bari waja yahi hoti h k humyn us business k bary m kch pta ni hota isi trh forex m bi jb tk humary pas knowledge ni ho gaa humyn loss jasy nuksan sy gazrna pry gaa
              • #8 Collapse

                Re: Forex me loss ki barri wajah...

                forex main agir hum kuch informtion rakhty hain tu hum kabhi bhi loss nhan utha sakty hain humain forex ke bary main ziyada se ziyada informtion hasil karni chahye our trading karny se pehlay humain trade bary main achay se jan,na chaye us waqt hum loss se bach sakty hain our bvohat ziyada profit bna sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex me loss ki barri wajah...

                  Forex men loss honay ki sb say bari waja be sabri. Lalach aur knowledge ki kami hoti hay. Jb knowledge ki kami ho to tab bhe loss hota hy. Aur jab knowledge ho aur experience nah ho to loss hota hy hay. Aur loss tab ho jb ham tradding karty wqt lalach karty han jald bazi karty han aur sabar sy kam nai letay to tab hamen loss hotay han. Kium k acha profit hasil karnay k liay hamen chahiay k ham mahnat say kam kar k achii trading karna seekhen jb ham achii trading seekh jaen gy to hamra trading men kam acha hoga jb kam acha hoga tab ham apni marzi ka profit kama sakty han.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex me loss ki barri wajah...

                    Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k jb hm market ko analysis nhi krty to hmain pta hi ni chlta k hm ny bit khn py krni hy aur kaisy krni hy to hmain loss hi face krna parry ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex me loss ki barri wajah...

                      welcome to pak forex.bhai jaan hame pakistan forex me loss is waja se hota hay ke hum posts sahe nahe karte aor jub threds dalte hay to us me bhe koi naya maozo nahe hota hay is liye hame thenx bhut he kum milte hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex me loss ki barri wajah...

                        wslm .forex trading main loss ki bahut c waja hoti hn sab sy pahly lalach ko ln usk bad paise kho dene ka dar .forex ky muliq knowledge r information ka na huna hume loss ki janb ly jata hai khdemadi forex main bahut zarori hai kiun k ap forex main paise kamne ae ho na k time pas krne
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex me loss ki barri wajah...

                          g bilkul bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy pak forex forum main akser log loss ka shekar ho jaty han is ki bare waja ye hy k jab wo koi trade open karty han tu ya wo market ki movement ko achy sy ni samjhty ya pher trading main risk liy lety han is k waja sy akser log loss ka shakar ho bethty han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex me loss ki barri wajah...

                            Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah pak k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k pak forex forum men loss ki bari waja iss men mistakes kerna he , or traders ko aisa nahin kerna chahiye .
                            Malik Fiaz khokhar

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X