salam all members
kya aap jante hai dollar k bad euro power full currency q hai europian country ne hi seb se pehlay gbp ko international trade se hatya tha apny power se gbp ko chor kar dollar ko accept kya tha bad main 1972 ko europe ka kafi country jin main se west Germany,france Italy,the Netherlands, Belgium and Luxembourg ne kafi 23 to 28 europian country ko aktha kar k apna paper money note tiyar kya jis ka name euro rakha euro 23 ya 28 country ka block hai use sirf 18 country karte hai in country ne faisla kya k apny currency euro ko international currency banaya jay dollar ko hataya jay jis par europian
country ne euro ka trade pressure taiz karnay k liay liay plan tiyar kya jis par faisla kya gya hai k all europian country sirf 2.25percent trading apny country currency se euro k sath kare gai or 4.5 percent trading dollar k against kare jis par euro ne apny rules halke rakhe euro ko easy banaya is trading pressure plan ki wajah se euro or dollar ka trade war start ho gya euro dollar k khilaaf interntional currency ki place lainay k liay apny puri jang lar raha hai jo ab tk jari hai jis muqblay main america b puri koshash kar raha hai k europe k 28 country ka block khatam kar k euro ko khatam kar diya jay or dollar
international satah par apny power bar qarar rakhe phir koshash karte karte
1st january 1999 ko euro europian country member ki currency ban gya
january 1st 2002 main euro all 12 country currency ko tabdeel karta hai europian union ki 12 national currency boht taizy se euro se trade karta hai jis main Belgium,German,Greece,Spain,France,Ireland,Italy,L uxembourg,Netherlands,Austeria,Portugal and finland shamil hai in country ki power ki wajah se euro dollar k khilaaf war kar raha hai k euro dollar ko hata kar international currency ki jagah le le

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим