trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain
    forex aik best business hain ham is main trading karty hain hamy best knowledge hasil kar ky mehant sy kam karna chahey hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky fresh mind ky sath is main trade lagani chahey pher hi ham kamybai hasil kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

    aap nay bilkul theek farmaya forex main jab bi trade kray uss ka lia mund fresh hona chaey aap ka mind fresh ho ga tu aap achi trading kar ka acha profit hasal kar saktay hain aap ka mind fresh nahi ho ga tu aap ko loss ho ga iss lia achi trading ka lia mind fresh hona bohat zaroori hai
    • #3 Collapse

      Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

      Mind agar fresh nahi ho ga to news ko be asani se understand nahi kia ja sakta hay aur na hi chart ki reading asaani se ho saky gi, confuse mind key sath trading se related koi be kam successfully nahi kia ja sakta hay, jo traders achi trading karty hey wo confuse mind key sath nahi fresh mind key sath hi har work karty hey esi waja se har trade me un ko yakeeni aur conform profit ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

        ager trading kerty hoay humary mind pe koi stres ya burdun ho tu humain us wqt trading se avoid kerna chahaiy q k is se trade pe negetive efect parta ha humain fresh aur relux mind se trading kerny se profit hi profit earn ho sakta ha ya sary forex main trading k liay bht importent rules han inhin follow kerny main hi humari kamiybi ha.
        • #5 Collapse

          Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

          G Han dear ap ny sai kha hy hamy chaiye ky ham jab tread lgay to os time hamara mind fresh hona chaiye agar hamara mind fresh hoga to ham is me acha work kar sakty or ham is tread bhi achi laga sakty hy
          • #6 Collapse

            Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

            g han dear bilkul trade lgna or acha profits hasil krna kio asan kam nh hy bilke es me ap ke mehnat or senior ke help ka daromadr bhe hota hy ap ko cheye ke trade lgne kilye mind ka fresh hona bhot zrori hy kuin jab ap ka mind relax hoga tu ap ache se lga ske ge ak time me sirf aik trade opn krny us ke tp set krne ke bad bhol jye kuin profits hone par wo khd close ho jye ge
            • #7 Collapse

              Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

              yaqeen karo aaj kal mujhay brain tention ki bemari hai jis par mujhay sari raat daronay khuwab or har qisam k khuwab aate hai jis par mujhay neend k doran sar dard b hota hai jis par subah uthete hi mere mera brain boht thaka howa hota hai aisa lagta hai bhool janay ki bemari b lagi hoty hai jis par mera mind fresh nai hota is par na sirf trading achi hoty hai balke post b thik se nai kar sakta phir mujhay brain food use kar k brain ko fresh mind main rakh kar trading and post karta ho yaqeen karo main phir thakay howay brain se 10 ganah zaida speed and behtareen work karta ho main yehi kaho ga forex work ka mind or brain k sath gehra taluq hota hai is liay apny brain and mind ko fresh rakhnay ki puri koshash kare
              • #8 Collapse

                Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

                Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah pak k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k jee han , kisi bhi kam k lia sab se pehla amal mind ka fresh hona he . iss lia apna mind kindly fresh rakhen .
                Malik Fiaz khokhar
                • #9 Collapse

                  Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

                  Forex aik asa busness hy jis min insan ko bhut active hona chy aur agr ap trade laga rahy hy to iss kaly ap ka mind fresh hona chahy agr mind fresh ho ga to trade a6i sy a6i lagy gii aur jiss humy bhter kamyabi bhi mil sakti hy aur agr mind fresh na ho aur ap trad laga rahy ho to aur aoka consentrat khi aur hy to ap ki trade galt lagy gi jis ssy ap ko loss bhi ho sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

                    Forex main aap jab bi trading krtay hai aap ko tanshion main kabi trade nahi karna chaiy aap jab relax hon tab aap ko trade karna chaiy iss say aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap tanshion main trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia jab mind bilkul fresh ho tab trade kray
                    • #11 Collapse

                      Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

                      gee han bhai ap ne thek hai trading krni kliye hume is main trading ka mind fresh rakhna zahrori hota ha hum is main jitna aha knowledge wala kam krein gey is main hum soch samj k kam krein gey tu hum achi trading kr sakte hein
                      • #12 Collapse

                        Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

                        assalam o alikum dear sir good morning apki bt 100% sahi ha agr trading m mind fresh hoga r trader ko koi tension ni hogi to wo achy analysis kr saky ga r esi trades ly saky ga jinky profit m jany k chances ziada r loss m jany k chances km hun gy agr trader kisi wja sy preshan hoga to uska mind sahi kam ni kry ga r wo achy analysis sy profit wali trades ni ly paye ga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trade lagny ky liye mind ka fresh hona zarori hain

                          Forex business main trading krty waqt hamara mind bilkul fresh hona chahiay agr hum tension main trades lagain gay ya loss k dr day trading krain gay to hum say mistakes ho jain gi aur forex trading k real account main chohti si mistake ki waja say bhi humain loss ho sakta hy isi liay sabhi members ko strong planning aur fresh mind k sath trades lagani chahiay taky profitable trades lga kr acha profit gain kr sakain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X