salam all members
kya aap jante hai k dollar international par q trade ho raha hai jis par main aap ko achi story sunanay ja raha ho first world war se pehlay gold or silver international money tha 2nd world war se pehlay gbp tha ab dollar hai howa yeh tha 1929 main stock market curresh kar gi thi jis ki wajah se dollar ki price zaida ho gi thi us k bad 2nd world war start ho gya jis ki wajah se pound ko bad tareen jhatka laga pound buri tarah gir kar tabah ho gya international currency
se hat gya jang se be khabar wahid country america tha gbp tabah hote hai dollar ne international currency ki jaga le li puri dunya ki namaian currency ban gya jang k bad new hampshire bretton wood main financal confress howi ta k jang k bad financial future ka faisla kya ja sakte dunya ko phir se trade kya ja sakte jis par europe ki big industrialized ne dollar k sath trade ko accept kya gbp ko rad kar diya q k England europe k sath b boht jang kar chuka tha pangay b le chuka tha jis ki wajah se big industrialized ko gbp ko rad kar k dollar main trade karnay k faisla kya jis pehlay result troy ounce ko pehlay rate 35$ lagaya kuch arsay bad currency par govt control ki wajah se dollar dunya ki reserve currency ban gya

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим