forex robots will not give you

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    nai forex trading mein robot ki wajah se bhi loss hota he or kabi nai bhi hota or agar robot expensive or acha result deta he then ap ko wo pehly demo mein apply karna chahye os kay baad real mein karna chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Main robots par yaqeen nahi rakhta aur manual trading ko like krta hoon. Jo kam hum apney mind ko use krtey haoi karain gey, usi main maza hota hy. Robots bhi hum ney hi banaye hain. Aap forex ko samjhain aur phir trading karain. Yeh aik long period tak chalney wala business hy aur aap relax ho kar aur aram sey is ko samjhain aur phir trading karain.
      • #18 Collapse

        ji mein nai yaqeren krta ksi kisam k robobt n all py es liey app ko es liey app ko smjhna chaheay yeh kam sahi hai achah ai esl iey smjh k kren yeh kam ................!
        • #19 Collapse

          my dear baat yeh hai k buht se expert traders robot k sath b achi earning kr rahe hain ap robot ko ghalt b nahi keh sakte but agar ap new trader ho to ap k liye forex learning sab se ahm hai us k baad hi ap robot k sath trading kro
          • #20 Collapse

            Yes forex robot will not give us profit and any strategies kyoun k robot trading automatic ko khety han jis se humari trade khud he execute hoti rehti hai is lye ap manually trading kia karo or robot me na karo
            • #21 Collapse

              Forex robot kia hoty hain main nay toh pehle baar suna ha k forex k robot bhe hoty hain per main eak baat janta hn jo kam insan kr sakta ha woh robot kabhe bhe nhe kr sakty Q k robots ko bhe insan nay he banyh ha
              • #22 Collapse

                Jo log learning aur practice sey ghabratey hain woh robot use krtey hain. Lekan yeh itna profitable nahi hy. Main to manual trading ko prefer krta hoon aur robot trading key against hoon. Yeh aik complete business hy aur is sey usi waqt acha profit hota hy jab aap thoroughly is ko samjhain aur is ko seekhain.
                • #23 Collapse

                  Gee mery bhai es waqat bohat say log robot mai bhe interest hai. Likan mery khayal say robot ki trading achi nahi hai hum ko forex market mai robot say kam kam krna chaheay. tou zada behatr hai.
                  • #24 Collapse

                    robots agar profit dete bhi ho to un ki waja se ham ko trading ka experience hasil nahee ho sakta hai is liye manual trading ko prefer kare ye ziada behter hai is se aap future k ache trader ban sakte hain
                    • #25 Collapse

                      humain is main agr kam karna hay to achy say ana ho ga is main robot trade ko use karty hain to achi earning hasil ho sakti hay practice say ana ho ga is main practice say kam karty to kam karna kafi behtr rhta hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #26 Collapse

                        Forex rebort ap ko yahan say earn karnay may help tu karta ha laken yahan say ap ko ak aucha profit generate nahi kr.k day skta ha ap is say apna ap ko save nahi rakh skty han is ko yahan say ap ko kuch karna parye ga is may say
                        • #27 Collapse

                          agar ap professional traders banna chahtay hain ap ko chaiye ap har working kro learning achi sey achi kro robot ap ko faida nahe dey ga ap ko chaiye ap robot trading ko ignore kro khud sey achi trading karo
                          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                          PLEASE VISIT HERE
                          • #28 Collapse

                            dear muje na tu autotrading ye robot etc pasand hain aur na he mai ne kabi in pe kam kiya hai... mere khiyal mai forex boht he simple hai ap ko apne mind se he es business ko le kar chalna hog a lehaza ap ko chahie k ye busniess ap sahi se aur smjh k he karo ta k ap loss na karo aur acha earn kar lo..
                            • #29 Collapse

                              haan g robot trading auto trading hoti ha magar eska koi faida nahi ha robot ko mane buy kea tha aur iss se mane apnay account pe laga kar loss kea robot acha nahi hota kisi ko bhi faida nai diya
                              :p Yes You Can Do :p
                              Honesty + Sincerity = Prosperity
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Robot trading ka faida nai robot ko ehmiyat nai deni chaye robot siwaiy loss k aur kuch nai detay robot se behtr ha ap manual trading kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X