learning me he earnings chhupi hain ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning me he earnings chhupi hain ...
    kia aap log mjhse sehmati rkhte hain ke jab tak learn nhi kren ge tab tak earn bhi nhi kr sakte hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jitna zeda hum learn karte hian uttna hi zeda hum earn b kar sakte hain is lia hum ka sakte hian k learning ma hi earning hoti ha jitna b forex ko learn karte hain uttna hi zeda earn b karte hain.
    • #3 Collapse

      aap sab sy phlay forex ko learn karey phlay invest na karey learning ky baad jab aap ko pata chal jaye ky mujey forex ata hai pir aap is bsiness par work karey aur real money deposit karey aur trade kar ky acha profit make karey tab aap forex mein success hasil kar skatay hain.
      • #4 Collapse

        Learning main hi earning hai. Aur jab hamary pass ache learning skills honge to hum is market main acha profit kar sakte hain. Lehaza hamain chahiye keh first achi learning karen aur us kay baad hi achi earning possible hai.
        • #5 Collapse

          forex trade main app ko earning karney k liye forex trade ki knowledge ko jama karna hota hi jab ye jama ho jati hai tab app ko earning hoti hai
          • #6 Collapse

            g dear sab kuch jis ke waja se hamain is business main earning hoti hai wo hamain tab he pata chaly ga jab hum is business main interest lain gy and is ko learn karain gy kyu k sab kuch hamain learn karny se he ata hai...
            • #7 Collapse

              zahir hai learnning achi hjo gi ap ki tab hi ap achi earning bhi kama saky ge na ap ko achi earning bhi kamany kay liye achi learning ki zrurat hoti hai or is trha ap agy bhar sakty hai.
              • #8 Collapse

                je bahi ap ney bilkul tekh kha learning may he earning ha jub ap learning per mehnat kary gay tub he ap kamyab ho sakhy gay learning buht zaroore ha jub humy pass knowedge ho ga tu hum ache earning kar sakh ga beghir knowledge kay as may kam ne kar sakhty ha
                • #9 Collapse

                  Dear sir forex trading business ki aap kay pass jetni zaida learning ho gi utna hi es main aap kay earning kay chances hain, es laiay aap ko forex trading ki zaida say zaida learning and practice karni chahayie.
                   
                  • #10 Collapse

                    Dear sir aap ki baat theek hay keh learning main hi earning hay, jab hum forex trading ki proper learning and practice karian gay es say humain experience hasal ho ga jo humain earning de sakta hay.
                     
                    • #11 Collapse

                      Ga han dear ye wo akela business ha jis main ap learn b karo ge or earning b karo ge to mere bhai iss apr kam karo or profit b earn karo or boht kuch seekhty b hain iss main kam karne ka maza b ata ha.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadbilal پيغام ديکھيے
                        kia aap log mjhse sehmati rkhte hain ke jab tak learn nhi kren ge tab tak earn bhi nhi kr sakte hain ?
                        of course app ney teak kaha he es business ko learn kerny mein hi profit he keon app learn kero ghay tu teak sey trade ker pao gay nahe tu app kabi b trade nahe ker pao ghhay. regular profit ki bajay app regular loss kero ghay or regular loss failed and loser ka nashani he.
                        • #13 Collapse

                          if we continue to rely on predictions of others maybe we will not be any progress gan better we learn to use their own predictions more comfortable. we compare our predictions with the predictions of others. we can be a little added confidence in our predictions. or maybe we will add doubt
                          • #14 Collapse

                            Forex Trading Bary Learning He Ke Aap Ko Talash Ha Agar Ye Aap Ko hasil Ho Gay To Aap Es Profet hasil Kar Sakty Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              kisi bhi kaam k lye learning boht zorori hoti hai agar learning hogi to us kaam main aapki command hogi jb apki experties hogi to hi aap earning kar saktay hain isi lye learning ma hi earning hai or earning k lye baghair knowledge k aap kuch nahi kar saktay is lye aap ko pehle soch samajh kar learning karna hai phir aap ko agay sochna hai kyun k learning ma hi earning hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X