post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren
    dear friends ziada tr memberan posting ki quantity ziada krnay k chakr mn posting mn jald bazi krtay hn jis sa posting mn bahot ziada mistakes ho jati hn isliay mn tmam memberan sa kehna chahta hon k post ko submit krnay sa pehlay aik bar zroor read kren aur jo mistakes hon unhen door kr k phir submit kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

    G bhai jan ap ne yeh bahut hi achi baat ki hai k forex pakistan mein hum sab ko chahaye k hum apni post submit karney se pehley achi tarha read kar lein takeh dostu humari post mein kisi qisam ki spelling ki ghalti na ho warna es tarha humarey alfaaz samajh nahi aayein gey agley bandey ko aur who humari post ko sahi sahi read nahi kar sakein gey
    • #3 Collapse

      Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

      Ji bilkul aapko post submit karne se pahle ki jarurat ka leni chahie Taki agar koi mistake ho to aap usko clear Karke Dobara submit Karen aur aapko Achcha bonus mile
      • #4 Collapse

        Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

        G han dear jub ap ki post compleate type ho jatye hai tu us kay bad aik bar ap post ko read kar lain aur us kay bad he submite karain kiyu kay ager ap jaldi mai karfye hain tu al kaliye kafi acha ho jata hai kiyu kay ap ki post achi hotye hai na
        • #5 Collapse

          Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

          G han posting mo submit kerny se pehly ager him read ker lety hain to humy hi faida hota hai kium k asy him se jald bazi mai jl galtiyan ho gai hon wo bhi correct kerny ka mola mil jata hai spell mistakes bhi clear ho jati hain and sonetime hum kehna kuch chah rhy hoty hai r galti se kuch likha jata hai jis se hmari bat ka meaning hi change ho jata hai so lazmi read ker liya karen
          • #6 Collapse

            Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

            g han forex main jb bh post krn phly usy achi trha read kr ln q k aksr members posts zyada krny k chkr main posts ko read nh krty bs submit kr dety hain us main mistakes hoti hain jis ki wja sy hmara bonus km ata hai islia zrori hai k phly read krn ta k koi mistake na ho
            • #7 Collapse

              Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

              ya bohat achy baat hai ke ap apne posting sy phale aik bar read karty hain is ka faida he hai jitna waqt apne apne post per lagaya hai agar mistake howe tu ap ke post ko delete karde ga forum so is sy behteer ya hai ke ap aik bar is ko read karlain take koi mistake baqe na rahe aur tore sy waqt may ap check karlain ge posting karne ke nisbat is may chack karne may time be kam lagta hai
              • #8 Collapse

                Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

                Post Submit karny sy pehly hamen chahye hum aik dafa daikh lien matlab read kar len jab read karen gy iss ka barra faida hy keh jab hum uss posting ko send karny sy pehly read karein gy tu him asaani sy Jo Ghalti ho gii tu huum ussy asaani sy Door kR k again 1st time submit easily kar saken gy iss trah sy post hanri achii send ho gi aor asaani sy hanre account mn acha bonus aa jay ga
                • #9 Collapse

                  Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

                  forex aik acha busines hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex mai hamy post lihk kar read karne chahey forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning be det ahain or hamy earning be deta hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: post submit krnay sa pehay aik read zroor kia kren

                    Aap ki baat 100% theek hay kuch alfaaz spelling ki ghalti ki waja se MATLAB basal daitay hain air yeah reader per acha impact nahi hota hamain aisa karnay sr pehlay apni post ko 1 data zafoor revise kana chahiyw

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X