Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai
    bhaijaan Hamen yah bataen ke Pakistan Forex Islam Mein haram hai ya halal Hai Hamen ismein kam karna chahie Ki Nahin Islamic taur tarike se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

    dear mara kheal main ya halal hay ku ka ham yahan pa mehant karty hain mehant kabad hamean kbhe loss bhe ho jata hy vjo cheaz hamra hoti hy jahan ham mehnat na karain mehamt ka bagair he hamean earning hasal ho our hamean kbhe bhe loss nabhota ho es trika sa mara kheal main to halal he banta hy
    • #3 Collapse

      Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

      Forex trading Mein Koi Bhi Gair kanooni Kam Nahin hota hai aur na hi koi illegal kam hota hai to Forex Islam allow hai aur Forex Mein Koi Bhi kam kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

        Dear friend Forex Lane then ka business hai aur Tijarat Islam main helal hai ap kisei syy pata Kar Len..
        • #5 Collapse

          Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

          Ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Pakistan Forex Ek Aisa Desh Hai Jis Mein Har Kisi Ko Achcha hota hai aur vah expert traderwave ban jata hai agar Ham bhi isme expert trailer Banna Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Jyada mehnat Karen tabhi Ham ismein expert trader Ban jaenge thanks
          • #6 Collapse

            Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

            Theek is condition Mein a rahi hai chal rahi hai Jaise news aati hai aur US News ka effect Mein Jo Hota Hai Ham Uske direction Mein investment kar de to Achcha hai Jab trading chal rahi ho aur vah nuksan mein ja rahi ho loss Mein Ja Rahi Ho To Aise credit ko chahie ki vah aisi investment co close Karte aur Iske gas market ke hisab se investment Karen aur dubara entry Laga De aur usmein Yad Rahe ki vah bhi lagaen
            • #7 Collapse

              Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

              agar aap ka account swap charge fees daita hai wo phir haram hai wo sood hota hai jo leverage ki surat main margin k liya hota hai agar account swap free ho phir wo halal hai 2nd masla yeh hai idhar forex ko sirf trading samjh kar karna hai gambling ki tarah earning nai karny agar aisa karo gai phir yeh haram ho ga halal kamanay or haram kamanay main bara farq hota hai pakistan main thoray normal profit par har koi khush nai hota yeh profit zaida loss or account wash honay se behtar hai har koi zaida paisa kamanay k liay gambling karta hai jis ki wajah se na sirf wo paisa haram hota hai balke boht zaida loss or account wash b ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

                How are you frnd me umeed krta ho ap SB thk ho gy apny bht acha sawl kiya hy me ap ki bt sy agree ho forex business me ik halal business hy ham apni ziyda sy ziyda menat krty hy phr trading me profit hota hy inshallah yeh business halal hy
                • #9 Collapse

                  Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

                  bhai jan islam main forex aik halal bsuinesshai q k es main haram wali koi bhi chez nahi hai es liye jo jo log forex ko haram smjh kar nahi kar rahy hain un ko cahhye k es k bary main ayse khayila dil se nikal deny chhaye ta k hmain aghy barhny ain kisi bhi trha ka masla na ho boht se logon ka yaihi kahna hai k es main aysa koi concpt nahi hai wesy bhi forex main jub hum swap free account bnaty hain tu yah halal ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

                    Forex eik halal business hai boht se logon ka is k bary mai yehi concept hai k ye haram business hai per wo apni confusion door kerny k liye kisi alim se bhi mashwaranker sakty hain r phir isy join ker sakty hain ye halal hai r hum is mai mehnat se kam kerty hain nafa r nuksan bhi hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

                      halal hain q ka ham ham mhant say kam karty hain koi chori nh karty hain hain mhant say kam kar apni earning hasil karty hain mhant say kia gya har kam halal hain q ka mhant karny waly ko khuda bhot hi pasnd karty hain ham jitni bh mhant kary gay hamy otna hi faida ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

                        Bhai Jo b kam mehnat se kiya jae wo halal hi hota hai. Forex main hm kisi ka haq nhi marte apni mehnat se kamate hain isliye is bat ki bilkul b fikar na karen. Q k forex main kam kr k kamana b halal hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya Pakistan Forex Islam Mein halal hai ya haram hai

                          mray khayal s Forex islam men Hilal h q k hr wo cheez haram h jis men apko mehnt na krni pray pr idhr to apko regulat work krna hota h mehnt s kam lena prta h isko apna hundred percent dena hota h to yeh hilal h is men kam krain r pesa kmaen yeh apki apni mehnt h is men r kisi ka hath ni hota emadari s reserved ho k kam krain r nateeja dekhain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X