weekly target bana kar kam kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    weekly target bana kar kam kary
    hamy forex mai weekly target bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy forex aik acah businss hain hum is maji raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mjai free account bana kar be kam kar sakty hain yai kabebe band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: weekly target bana kar kam kary

    g ham agr asa karty hain kh apna weekly targey bana kar kaam karain ga to kaam bhoot acha ho jay ga ham na ya souch kar kaam karan hy kh ham na har week main 200 sa 300 post karani hain agr ham week main 200 sa 300 bhe post kar dain ga to bhoot jald bhoot acha bouns bhe hasal kar lain ga iir bhooy jald kamyab bhe ho jain ga
    • #3 Collapse

      Re: weekly target bana kar kam kary

      Asslam o aalikum
      G han bhai jaan ap ki baat thik hy min ap ki baat sy agree hon ka pkiatan forex ik acha aur kanyaab international business hy hamin is business min kaam karny ka lia hamin jitna easy ho saky ho saky hamin apny hisaab sy koch dino ka target bna lin chaye ka hum 10 din ka target bania ya 1 week ka taget jitna hum easyly kaam kar sakty hain hum otna hi target bahin aur apny target mukamla karny ki koshish karin jis sy hum forex min kamyaab ho sakkn
      • #4 Collapse

        Re: weekly target bana kar kam kary

        G Han.thek kaha apny k.hume forex main weekly target bana k kaam karna cahye q k.jitna.hum week main kam karne gen hume pure monh ki report ka easily andaza rahega isliye hamesha weekly taregt main kaam.karen taa k apk drawbacks ka bhi andaza rahy or aap os main kamayb ho skane.
        • #5 Collapse

          Re: weekly target bana kar kam kary

          Forex ke upar agar aap log acche tarike se Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie kya Apna weekly target banaen Apna daily ka kam daily kar rahe hain aur jitni jyada ho sake posting Karen aur jitni jyada ho sake trading Karen 500 se kam posting na Karen weekly aur koshish karen kya Apna target achieve Karte Rahe
          • #6 Collapse

            Re: weekly target bana kar kam kary

            g haan aap ny sahi kaaha hy ky weekly target banaain aur phr uss hisaab sy kaam karain iss sy humain faida yeh ho ga ky hum log apna kaam behtar tareekay say kar sakain gy aur uss sy humain faida bhi hasil ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: weekly target bana kar kam kary

              g bhai sahi bt ki ha apny forex m trades ko jaldi open r jaldi close krny sy ziada faida ni hota achy traders hamesha he long term trading krty hen r weekly basis py trades lety hen jin sy unko bht achi earning hoti ha r wo bht acha profit hasil kr sakty hen agr jaldi trades close ki jy gi to apka sara profit broker k comission m chla jy ga r apki earning hamesha thori rahy gi
              • #8 Collapse

                Re: weekly target bana kar kam kary

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Conia پيغام ديکھيے
                hamy forex mai weekly target bana kar kam karna ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy forex aik acah businss hain hum is maji raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mjai free account bana kar be kam kar sakty hain yai kabebe band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                Agar aap Forex forum ki baat kar rahe hain To Hamen Apna target daily banana chahie aur daily use tablet ko achieve karna chahie target Banakar Ham form per posting nahin kar sakte Kyunki Ham se ek do din Jarur Mrs Ho Jaenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: weekly target bana kar kam kary

                  target banana bahut Jaruri Hota Hai Main To daily agar aap daily basis per target Nahin banaa Sakte to aap weekly target banaa sakte hain aur Agar weekly target Nahin banaa Sakte to monthly target Jarur banana chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: weekly target bana kar kam kary

                    yeh bhe sahe hae agar hum weekly target bana kar is main kam karte hain to q ke wekly target bhe aik kisam se thek hota hae hamen aik week main 350 posts ka target set karna cahiye to month main 4 weeks hote hain to is hissab se hum aik month main 1400 posts aram se kar sakte hin to yeh hamare liye best bhe rehta hae o hamen lazmi is mko karna cahiye weekly target ko bhe check zaror karna cahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X