New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?
    Assalamualaikum friends ummid karta hun aur sab theek Honge. Members aapane note kiya Hoga Ki newcomers ki jyadatar threads aur post delete kar di Jaati Hai uski Sabse Badi vajah short description aur repeat posts and thread hi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

    Asal main new members ki posts zyada delete nehi hoti hain threads zyada remove hoty hain kyun ky new members forum main already thread jo ban chuky hoty hain unko read nehi kerty aur bar bar duplicate threads ban rehy hoty hain tou aesy tamam threads jab remove hoty hain tou bahot sari posts bhi sath remove ho jati hain
    • #3 Collapse

      Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

      Walikum salaam g ha ap na thk jha ha jha ya jo hum loogo is ma kham karayvhabis am hum logo kia chia kis am hum loogo ko ya chia khabis am jo humra junior memeber hota ha in loogo ke thread or post delet ho gate habis lia on loogk oo chia kha who subha ka waqt post akra
      • #4 Collapse

        Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

        bhaijaan new members kis Yadav post isliye delete ho jaati hai kyunki unki post ki description short hoti hai aur dusra ja ke unki quality bhi acchi Nahin Hoti isliye se delete ho jaati hai agar ham chahte Hain ki hamari post delete Na ho To iske liye hamen apni post ki quality ko best se best banana padega taki vah delete Na ho
        • #5 Collapse

          Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

          Bhai Jan Esa Is Lye Gota Hai Ke New members ko pata nhi chalata our woh baar baar repeate thread kar jate hain jo ke dalete kar di jatian hain our new members esi bhot threads ka jawab bhi de rhe hote hain our new member main experience ki kami ki wajha se rules break hote hain jis ke bad mistjes wali post dakete kar di jati hain.
          • #6 Collapse

            Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

            boss apne bahot he achi bat ke hy forex online busnes men new member ke thrade delet q ho jati hen to os ke waja ye hy forex online busnes men new member ko acha experince nai hoita ,jab acha experince nai hota tab new member achy experince ky sath thradae nai kar sakty hen ,jab nenw membr ky thraede strong nai hoty tab he wo delet ho jaty hen es ley new member sy chaia keh wo apny thrade ko zeada sy zeada mehnt sy quality dar thrade karen jabhe bhe deklate nai ho saken gy
            • #7 Collapse

              Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

              dear new member ke threads delt es ho jati han kuin wo dupicate threads krte han jis ke wja se delet ho jati han new member ko cheye ke phly ache se learn kryn us ke bad kam krne se sumj sakhein ge forex ko experiecne na hone ke wja se bhe delt hoti hy ya copy paste krte han tu nuksan krwte han apna es liye en se avoid kr ke apna demg use kryen ge tu threads delet nh ho ge
              • #8 Collapse

                Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

                Jab forum members forum mai thread ko forum key rules key mutabique post nahi krey gy tou es ki post delete he ho gy. Hum sub ko chahey k hum es forum mai thread forum key rules key mutabique post krey. Jis sey humra thread bhe best ho gy. Thread delete bhe nahi ho gy.
                • #9 Collapse

                  Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

                  Dear friend new member Kay thread is leye delete hotay gain kyun k new member ko thread ka knowledge nahi hota is leye delete hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

                    Forex forum main work krny waly new members ko acha knowledge aur experience nahi hota aur jb woh without knowledge forex main posts aur threads create krty hain to unki posts ziada achi aur miari nahi hoti jis ki waja say aksr posts delete ho jati hain ya new members jb kisi senior members ki posts ko copy krty hain to unki posts delete ho jati hain isi liay forex main work krny waly sabhi members ko pehly forex ka acha knowledge gain krna chahiay takay woh forex main achi quality ki posts aur threads creat kr k acha bonus hasil kr sakain aur unki posts delete na hon
                    • #11 Collapse

                      Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

                      G han dear es mai un ki ghalti nhi hai kiyu kay wo naye hotye hain jis ki waj say wo threat nhi jar saktye hain na tu ager wo threat kartye hain tu us mai delte he hun gaye na kiyu kay un kay threat jo hain ghair mayari hotye hai
                      • #12 Collapse

                        Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

                        Asalamu Alaikum
                        Gee bilkul sahi kaha forum k admin bht strict hain unnecessary thread remove kardyty hain or beginning mai kisi ko itni knowledge nahi hoti jo wo achi useful thread ya post kary jis ki waja sy wo just quantity pori karny k liay posting karty rahty hain but no issues kam ko continue rahy knowledge bhi ajati hain agr sehkna chaye to.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: New members ki ziada threads delete Kyon Ho Jaati Hai?

                          Sar Apna Dil Ko Sahi kaha hai new member ke use member ke Jyada thanks Hote Hain Jo member is knowledge ke sath Ladai Karta Hai gram bhi knowledge ke sath shadi Karenge to hamen bhi bahut jyada thanks Milenge aur ham main bhi acha bonus Mil Jayega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X