Forex mn nkmi ki wajha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mn nkmi ki wajha
    Dear friends kasy hain ap umeed krta hn khreyat sy hn gy main ap ko btana chta hnn firex mn nakmi ki main wajhooaat kia hain .
    1=forex k bary mn learnig na krna
    2=market ko analyse na krna
    3=andha dhondh trading start krna
    4=jald bazi krna
    Or sub sy main wajha lalich krna
    :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mn nkmi ki wajha

    G han apny theek kaha hai forex main aysa he hota hai jo log nakaam hoty hain wo bahot he ghalt trading karty hain subh say pehly wo achi learning nahi kargy hain or na to un kay pass acha experience nahi hota hai or naa he unkay pass acha bonus hota hai forex main apko chahye kay achi trading kiya karyn forex main log lalach ko under rakh kar yrading karty hain or lot bhi ziyada rakhty hain or loss kar lety hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mn nkmi ki wajha

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men nakami ki bahut c wajoohat hen jin men acha knowledge aur experience hasil kiay bagher trading shuru kar lena achi learning nah karna aur ziyada profit k lalach men bari lot laga dena aur jald bazi se kam lena aur bagher market ko dekhay trade open karna nakami ki wajoohat hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex mn nkmi ki wajha

        Forex man nkami ki wajh yah hai agr ap analiyses nhi kar ty or trade opne kar na forex man jald bazi kar na forex ma lalach kar na or forex man learning nh kar na yah sub forex man nkami ki waja hai is sy kbi bhi i
        kamiyab nhi ho gy yah sub ko katam kar ky pahr kamiyabi mily gi is liy trading soch samjhe ky kar ni chahey
        • #5 Collapse

          Re: Forex mn nkmi ki wajha

          Forex Main Na, ki Bahut Si Baju hat Hai Jin Mein Sabse Badi vajah hai aapke pass Forex ke related knowledge Ka Na Hona dusri hai aapki jald Bazi karna aur ek hi Raat Mein Amir Banna To Aisa Kabhi Nahin Hota han aur ek vajah jo aap ko main batana chahta hun Hua Hai Lalaji log Forex mein laalach bahut karte hain aur Aise log jo Forex Mein dance karte hain vah Kamyab Nahin ho sakte aaram se aapko banaa fate Hasil karna hota hai aur experience Hasil karna Hota Hai
          Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
          • #6 Collapse

            Re: Forex mn nkmi ki wajha

            Sb se bari wja spellings mistakes hoti hy jiski kisi ko b smjh nhi àati
            Forex kch members aisy hy jo sahi theek spellings se expalain hi nhi kr paty or wo thanks kam hony ki bat krty hy jb k mehnt xyada krnii chahye tbi kmyab ho sakty hy
            • #7 Collapse

              Re: Forex mn nkmi ki wajha

              sai kha ap ny.km knowledge jaldbazi or analysis kye bgair hi trading strt kr dena himaqt hi iss sy forum mi profit ki bjye loss hoga.lhaza zaida sy zaida learning py zor dy market ka analysis kry or skon sy saber sy mehnt kr ky maximum profit gain kry.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mn nkmi ki wajha

                G bhai g apna bilkul thek kaha hy forex ma wohe log kamyab hoty ham jo mehnat karty han aur jo mehnat nh karty woh nakam hoty han is liay hamin chiay mehnat karin aur kamyabi hasil karin aur agy ke tarf move karin
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mn nkmi ki wajha

                  Forest Mein Vahi log na kam Hote Hain Jo Forex Mein Himmat Chhod Dete Hain To aapko kabhi bhi Himmat Nahin chhodana chahie balki confidence ke sath kam Karte Rahana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mn nkmi ki wajha

                    g dear bahot he achi bat ke hy forex men jo member nakam hoity hen wo member market ko analyses nai karty,or jo member forex men zeada sy zeada learning nai karty wo member bhe kabhe bhe kamyab nai ho sakty ,or jo member forex men jaldbzai sy kam karty hen wo member kabhe bhe achi kamyabi hasil nai krty ,sab sy bari waja hy jo banada nakam hota hy wo member llach karta hy en sab bato sy humen door rah kar kam karna chaia tab he hum achi kamyabi hasil kar sakty hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mn nkmi ki wajha

                      g han dear ap ne thk kha hy forex trading nakami ki bhot wja hoti han jis wja se log nakam ho kr dil chota kr lte han or blame forum ko dete likn nakami ke wja ye han aik tu ache se learning nh krte trading bhe soch sumj ke nh krte jis ke wja se loss hota hy or market ka analysis kiye bagir trades krne ke main wja hy nakami en sab se bach kr or serious ho kr work kryn ge tu nakami aik din chali jye ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mn nkmi ki wajha

                        Pak Forex me nakami ki Bari wajah yeh Hy k lalch krna mehnat na krna knowledge na sekhna yeh sab Pak Forex me nakami ki Bari wjah banti Hy agar hum pak forex me kamyab hona chahte Hain to hum ko mehnat krni chahye or knowledge hasil krna chahye tb hum Pak Forex me bakam nahen hongy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mn nkmi ki wajha

                          welcome to pak forex.jee ha bhai jaan aesa he hay pakistan forex me me jo nay log inter huay hay wo ye chahte hay hum ne jo pak forex ko join kar lia hay to ab hum juld us jald Karor pate ban jaay. aesa hona namumkin hay is liye wo sub nakam hote hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mn nkmi ki wajha

                            jee bahi ne bohat achi baat sahir ki forex mian asal wajoohaat yahi hain nakami ki hmen is sab points ko kabhi bhi nazr andaaz nai krna chahiye or main waja jo lalach he is pe hum control karen to iss main hum is main kafi had tak kamyaab ho saktyh hain bas greedy nai honi chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mn nkmi ki wajha

                              jee bahi ne bohat achi baat sahir ki forex mian asal wajoohaat yahi hain nakami ki hmen is sab points ko kabhi bhi nazr andaaz nai krna chahiye or main waja jo lalach he is pe hum control karen to iss main hum is main kafi had tak kamyaab ho saktyh hain bas greedy nai honi chahiye ankhon main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X