lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size kis hisaab sy adjust karna chahye
    Assalm o alikum dear member main aik baat jannnan chahta hon ky forex trading main lot siz kia hona chahye aur ktna rakhna enough hota hy. aur hum log iss ko kis tarha adjust kar sakty hain. kindly rehnomaai karain . Regards
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

    bhai jaan lot size hamin apney bonus key hisaab sey set kerna chahiy ager apk pas 100 dollers ka bonus hy to apko chahy 0.01 lot size lgain aur acha profitt hasil kernuy key sath achi earninig bhi hasil krein jis trah apka bonus bhrta chla jaiy uss hisab sey ap lot size bhi increase kerty jain to apko minimum lot size lganuy sey hmesha kamiyabi miluy gi.
    • #3 Collapse

      Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

      g han agr ham acha bonus rakhty hain to lot ki sharha barha k lagain gay for example 100 doller hy to 0.01
      agr ziyadah rakhty hain to main to ywhi kahun ga keh
      0.05 sy above ka risk na he lain to behter hy
      • #4 Collapse

        Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

        Jo log seniors hn wo plz hamin bataen k Lot ka size Kia hona chahieye kis hisab sy lot lagani chaheye kis lot ka ziada faida hota hy kis trah sy hisab ko dekha jay or lot lagai jay new members ki help krin kuch smjhaen shukria.
        • #5 Collapse

          Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

          dear friends kaise hain aap ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex forum per trading karte hue lot size ko Hamesha Small Rakhna chahie tarding mn Agar aapko loss Ho Jaaye to aapka account was hone se bacha lot size different hain as you wish you chose
          :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
          • #6 Collapse

            Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

            Lot size hamesha account k hisab se rakhna chahiye. 0.01 se 0.05tk ho but is se Zyada nhi rakhna chahiye qk phir risky ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

              Lot size apne balance k hisaab se adjust karain. Agar balance ziada ha to barray lots use kar saktay hain lekin agar balance kam ha to pher chotay lots ka astemal karain. Es ka ratio kuch es tarah ka ha k agar aapke pas 100$ balance ha to aap usko 1000 per divide karain. Jo bhi jawab aae, utne lot se trading karain. Es tarah loss km hoga aur account wash nahi hoga.
              • #8 Collapse

                Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                Ji bilkul bhai jaan aapane theek kaha hai ki hamen bonus lot size ko dekhna chahie agar hamare pass bonus jyada hai To hamen lot size bhi sada rakhna chahie aur agar hamare paas phone se zyada Nahin hai To hamen lot size ki yaden Nahin rakhna chahie kyunki agar lot size jyada Hoga To hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                  sai kha ap ny jitmna sermyia utna lot size to porfit maximum gain kry.sermye ky hisab sy.pehly km sermaye sy km lot size or pher jesy jesy earening zaida apki trading ki stratigies b change hoti jati hin.
                  • #10 Collapse

                    Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                    Mere dost main aapko batata hun kya aap lot size ka kaise hisab laga sakte hain To Mere Dost Agar aapke pass 100 Dala Hai To fir aap uske upar 0.01 lot size use kar sakte hain aur Agar aapke pass 200 Dollar hai to aap 0.02 lot size use kar sakte hain matlab yah Hai Ki Har 100 dollar ke sath 0.01 lot ka izafa kar sakte hain lot size mein Agar aapke pass Ek hazar dollar hai to aap use per 0.10 size use kar sakte hain mere dost
                    Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
                    • #11 Collapse

                      Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                      g dear member forex main jitna trader ka account ho ga us k mutbik hi lot size ko set kia jata ha , asa nahi ziada lot size laga kr balance pe bhojh dala jaye or jaldi hi loss ka samna krna pary ,,hmesha kam se kam lot size set krna chaye or trader ko take profit or stop loss ka use lazmi krna chaye ,
                      • #12 Collapse

                        Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                        Dear member yah to aapke balance per depend karega ya FIR aapke knowledge or experience Mare depend karta hai ki aap apne lot size ko Kitna rakhte ho aur Kis Tarah Apne account ko manage karte ho Agar aapke pass knowledge or experience bahut hi Acha hai to aap Badi lot Laga sakte ho aur ismein achha munafa Kama sakte ho Nahin to aapko Badi Laut Nahin Lagana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                          Forex business main work krny waly her members ko us k account k mutabiq lot size adjust krna chahiay agr account small ho to lot size minimum adjust kr k trading krni chahiay aur agr account main boht ziada blalance ho to hum lot size ziada bhi lga kr trading kr skty hain aur achi earning kr sakty hain jo loog small account per lot size ziada lga kr trading krty hain unhain jb loss hota hy to unka account bhi wash ho jata hy isi liay forex business main achi planning k sath trading krni chahiay aur kabhi bhi apny account say ziada lot size nahi adjust krna chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                            Dear brother lot size ko apnay account belens k hisab sy adjest krrein .keun k agr ap k pas belens km hoga account mein ur ap lot size barri lagaie tu margin level km ho jaey ga ur account wash ho janay ka dar hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lot size kis hisaab sy adjust karna chahye

                              well her bande ki apni strategy hoti hai ager ap same lot size per work karty hai aur pips earn karty hai then apko 1000$ per 0.10 be use kar lo tu apko loss nahi hoga keyon k ap same lot kar rahain aur monthly ager ap 200 pips be earn kar lo tu ap 200$ earn karo gy jo ka boht hi ache pips hai. ager ap same per nahi kar rahain random lot size use karty hain then apko chahia k ap start main sab se chota lot size use karo take next lot ap acha lgaa sako loss hone k baad be.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X