apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open nahi.
    dear member, forex mai sub bari waja loss hona ki hai emotions ko control mai na rakhna agr hum apna emotions ko control mai nahi rakahain gain tu kabi bi acchi trade open nahi kar sakta hain or loss ka samna karna para ga is lia dear forex mai jub ap trade lagain tu apna emotions ko control mai rahkahin ta ka soch samaj kr acchi trade open ho saka dear member ya bat hamesha mind mai rakhain ka jub ap ko loss ho trade mai tu ap loss ko foren recover karna ka lia jaldi jaldi trade na lagain apni emotions ko contorl mai rakahin or soch samaj kar dobara trade lagain loss recover karna ka lia ya na ho phr loss ho jaya or bar bar loss s account wash ho jata hai is lia emotion accha nahi bahi trade mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

    hun emotional ho k trade open nhi kerni chahaiy ager hum emotional ho k trade lagy gy tu is se achi earning nhi ker sakein gy humain lalch ko avoid ker k patience,fresh aur postive mind se trade lagin gy tu hum is trade se acha profit earn ker sakty han julbazi main insan kabhi kabhi ghalti bhi ker bathta ha jis k azala bhi mumkin nhi hota yani ager julbazi main humara acount wash ho jay tu hum koch bhi nhi ker sakty.
    • #3 Collapse

      Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

      اصل پيغام ارسال کردہ از: farhanmalik پيغام ديکھيے
      dear member, forex mai sub bari waja loss hona ki hai emotions ko control mai na rakhna agr hum apna emotions ko control mai nahi rakahain gain tu kabi bi acchi trade open nahi kar sakta hain or loss ka samna karna para ga is lia dear forex mai jub ap trade lagain tu apna emotions ko control mai rahkahin ta ka soch samaj kr acchi trade open ho saka dear member ya bat hamesha mind mai rakhain ka jub ap ko loss ho trade mai tu ap loss ko foren recover karna ka lia jaldi jaldi trade na lagain apni emotions ko contorl mai rakahin or soch samaj kar dobara trade lagain loss recover karna ka lia ya na ho phr loss ho jaya or bar bar loss s account wash ho jata hai is lia emotion accha nahi bahi trade mai
      g han dear and respected member apki bat to thk hy hamin chahiy keh ham forex mein mhnat sey lagan sey kaam krein jab bhi trade lgain to hamin juld bazi hi kerni chahiy ager kbhi hamari trade loss mein ho to hamin uss o foran close nhi belkeh saber kerna chahiy wait kerna chahiy jub trend reverse hoga to hamin loss ki bjaiy thora bht to profit zaror hoga ye hamrey liy best treeka hy trading ka.
      • #4 Collapse

        Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

        G han ham agar forex business se acha result hasil karna chahte hain to is ke lye hamian mehnat bhi karni hoti hai our kuch cheezian apne andar bhi develop karni parti hain maslan apni andar sabar ko parhana our is ke sath sath trading karte howe emotion ko controle main rakhna waghira.
        • #5 Collapse

          Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

          hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky apny emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

            Ham Apne emotional ko tabhi control kar paate Hain Jab hamare pass knowledge or experience bahut hi Achcha hota hai aur ham lalach bilkul bhi nahin karte hain Kyunki Jinke pass knowledge or experience bahut Achcha hota hai jo Kamyab trader Hote hain lalach Kabhi Bhi Nahin Karte Hain aur Hamesha Se Hi he take profit aur stop loss ke tools ko zarur istemal Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

              hamy emotions ko katem karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary g to hamara nuqsan ho jy ga forex aik bahtren business hain hum is mai agr kamyab hona chatey hain forex aik unique business hain
              • #8 Collapse

                Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

                Forex mai kam kerna hai to emotions ko lazmi control mai rakhen werna loss hi hoga account bhi wash ho sakta hai emotions hi hain jo loss k wakt kaboo mai nahi rakh oaty r loss kerwa lety hain is se jahan tak ho saky bcha jay
                • #9 Collapse

                  Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

                  is forex main hamain acah trader banany say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum sucss hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum suces hon gay aur hamain market main bi kisi bi waqt trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain maraket main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain it is good
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: apna emotions ko jub tuk control mai nahi rakhain gain kabi bi acchi trade open n

                    forex business men hamara sab say bara dushman hamary apnay emotions hyn agar hum chahty hyn k hum safely or suitably trading karen to hamen emotions or greed say avoid karna hoga or easily apna kam mehnat say karna hoga kion k jab hum emotions men aa kar trading karty hyn to zada profit k lalach men ajaty hyn jo k hamaray nuqsan ka sabab ban jata hy so kabi b esa mat sochen sirf mehnat kamyabi ka raz hy is k ilawa or kuch ni so hamesha mehnat karen negative thoughs say or feeling emotions say avoid karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X