is main sab say pahly market main pair ki movement ko dekhna ho ga tab hi hum achi trade lga skaty hain aur hamain market main anlsye karni ho gi ta k achi trade lga k hum earning kar skaty hain so hamain is main jis pair main trade karni ohti hai is k bary main learing karni ho gi ta k hum market main achi trade karein gay aur hamain is say proift gain ho saky gi aur ye ak boht hi best business hai is main hum kam kar k earn kar skaty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим