apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye
    Assalamau Alaiakum dear forex trading main profit or loss dono he business ka hissa hain to isi waja se hamen cahiye ke hum ko loss ho jane par kabhe bhe himmat nhe harne cahiye q ke apko pata hona cahiye ke loss bhe forex busines ka hissa hota hae forex main agar apko loss hota hae to as a part of business ap us ko face karen q ke yeh to hota rehta hae or ap apna loss recover bhe kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

    ager ap loss say darain ge to ap trade kase krain ge ap analysis krian us k bad trading start kr dain acha work achi earning k hi result milta hy so ap mehnat krian aur acha bonus bna kr trading krian aur acha profit bana kr apne aim pure krain
    • #3 Collapse

      Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

      bhoot sa lig asa bhe hain ujb on ko loss ho jata hy to os loss ko loss ni samjhty loss sa kis waja sa hiva ya ni dakhty agr ham sab aik acha paln bana kar kaam karai ga treading karain ga ti bhiot acha trika ka sath trde ko anaylsis karain ga to he ham loss sa bhe bouxh saken ga our ham loss ko daikhy ga kh hamean kis waja aa loss hova ya aab jb ham daikhy ga to ha. loss sa bouch sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

        ji ha aap ny bilkul theek kha hy forex mein jb bhi humy loss ho to usy dill st accept krna chaiy aur us pr prshan nhi hona chaiy kunky agar kisi members ko loss ho to phir hu voh us loss sy buchna kleiy mehnat krta hy aur soch smaj kr kam krta hy dear loss humara hy faida hota hy so jb bhi loss ho to himat na hary aur is sy sabak hasil krein
        • #5 Collapse

          Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

          apny loss se dil bardashta nhi hona chahaiy apny mind main ya bat bithani ho gi k loss aur profit dono business k hisa han hum jitna soch samjh ker trading karein gy tu humain is trade se utni acha profit ho ga is liay analyses kerny k bad aur jis mistake se humain loss hoa ho usy find out ker k us se sabuq seekh ker trading kerny se profit yaqeni hota ha.
          • #6 Collapse

            Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

            Asslam o aalikum
            G han bhai jaan ap ki baat thik hy min apki is baat sy agree hon ka pkistan pk forex ik online business hy humjn is min kaam karty hoy los bhi hota hy aur profit bhi hota hy is lia hamin los ko dil sy khoshi sy kabool karna chaye aur los hony ka soorat min hamin mayoos nahin hona chaye hamin chaye ka hum ziyada sy ziyada mhenat karin hum is forex min jitni ziyada sy ziyada mhenat karin gy hum is min otna hi kamyaab ho sakin gy..
            • #7 Collapse

              Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

              apne loss ko hamesha he dil se qabool karna chahiye gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ager aap ko loss hi hota hay too aap zaroor perishan hoty hain lykeen aap ko apne loss ko hamesha he dil se qabool karna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

                Apny loss ko hmesha apni ghalti smjh kr tasleem kry aut dil se accept kry tab he ap next time is loss se bach skty hain aur achay aur kamyaab trader ban skty hain apny ap ko tyaar kry aur loss aur profit ko dono ko face krny ka hoslaa rkhy
                • #9 Collapse

                  Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

                  dil sy kry na kry qabol to krna hi pary ga loss ko kyunk loss or profit to sath sath hain hmesha kisi b bussiness mi ya trading mi lhaza ager loss ho b jye tu discourage na ho balky or b zaida mehnt kry or jo mistakes hoi unko find out krye or solve krye dobra wom mistake na kry.
                  • #10 Collapse

                    Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

                    sir g loss or profit business ka hesa hotay hein hamen mehnat say kam karna chihay ager loss ho bhe jata hy to hamen himat say kam, karna chihay loss honay ke wajha ko dekhna chihay jes wajha say los ho raha ho os ko sahi tareqay say handle karna chihay massail ka hal tallash karna chihay agay pehlay say bhe zyada achay experience say kaam kar kay loss ko recover karna chihay
                    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                    • #11 Collapse

                      Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

                      AoA dear forex ji ha ferox min loss hota rahta hy ku kha bussnes min loss ya profit hota rahta hyy agr loss ho bhi jata hy to humy himat rakhni chahy agr himat har gyy to phir humy ya bussnes krny min mushkil ho jati hy aur na hum tazi ssy agy bhar pyy gy iss min humra apna nuksan ho ga iss lay humy apny loss ko dill ssy qobol kr lina chahy
                      • #12 Collapse

                        Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

                        Loss (Nuqsaan) Forex Market men aata hy but Mayoos hona it's wrong...
                        Forex trading business men ager Loss ho jay tu usdy accept karna chahye phir maza tu tab aata hy jab Loss sy hi achii earning hasil kar forex men good work kar k achii improvement paida karen aor acha mehnat sy work karein phir kamyaab zror hasil ho jay gii forex Dunia ka barra business hy kaam acha inaam b acha hamen Forex trading business daita hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: apne loss ko hamesha he dil se qabool karna cahiye

                          Walaikum salam , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , mm ap se ye kehna chahta hoon k traders ko agar loss ho jay to unko loss ki waja se preshan nahin hona chahiye , or na hi maayusi ikhtiar ker k work chorr dena chahiye , balky or mehnat or dil ligi se work kerna chahiye .
                          Malik Fiaz khokhar

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X