Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kamyabi ki zamant hy.....
    My dear forex friends jo log mehnat krty wo kabhi bhi namkam nhi hoty or kamyabi on k kadam chomti hein or kisi ki bhi mehnat kabhi bhi zaya nhi hoti jitni hum mehnat krein gy humy otna hi acha benefit mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

    Asslam o Alaikum g han janab mahant ki kamyabii ki manzil hy jas pay inshn ko kamyabii maltii hy koi bhi kam bagr mahant k ni hota na hi bgr mahant k koi kamyabii hasil hoti hy as lay humy zyda say zyda mahant karna chye forex kam hi asa hy jas k lay jatna ho sky mahant krna chye...
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

      Assalamau Alaiakum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex aik bahut he acha business hae is main kamaybe us he ko milte hae jo is main mehnat karta hae q ke mehnat karne walon ko he kamaybian milte hain to agar ap is main mehnat karte hain to apko apke mehnat ka reward bonus ke shakal main mile ga or bonus maximum ho to earning bhe maximum hote hae
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

        g ya sab log bhoot acha sa janty hain kh jo log mehant karty hain on ke mehant kbhe bhe zay ni hoti ku ka ya jo forex business hy ya aik real business hy ya kise ka aath bhe farad ni karta jo bhe yahan kaisa bhe kaam. kara hy os ko os ka kaammka muraiq os ka phal dia jata hy
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

          G bhai ap ne yeh theek kaha hai k mehnat kamiyaabi ki zamanat hoti hai lakin ju loog mehnat nahi kartey tu who loog kabhi bhi kisi kaam mein kamiyaab nahi ho saktey ju loog es forum mein kam posting kartey hain aur yeh soochtey hain k un ko bonus acha miley ga tu aeisa kabhi nahi ho sakta un ko un ki mehnat k mutabik hi phal miley ga.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

            ji ha aap ny bilkul theek kha hy forex mein mehnat hi kamyabi ki zmant hy dear agar koi bhi mhant kry to usy us ka phal zaror milta hy dear members agar aap chaty hain k ap forex mein kamyab jo saky to aap.ko bahut zyada mehnat krni chaiy kunky forex mein surf wahi kamyab hoty hain jo log mehnat krty hain
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

              Mehnat mai barkat hy hmy mehnat kr k kam krna chahye jitna hm forex ko time dete hy utna forex hmyy bonus k zariye kamyabi ka izhaar krta hy
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                Me aapki baat se ittefaq karta hoo k mehnat kabhi bhi zaya nahi hoti. Agar ham constant mehnat karain to es me koi shak nai k kamyabi hasil hogi. Mehnat karne wala kabhi nakam nahi hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                  YeS MehNaT KamYabI Ka ZamAnAt HaiN MehNeT Se KaamYaBi MiLTa HaIN ForEx TraDing Main Aik KamYaB TaRder ApNe MehNaT PaR ZaRoOr YaqEen RaKhta HaiN IsI LiYe HamEn ChAhYe Ke HAm Is MAin SeLf POsTing PaR ItBar RaKhen Aur ACHi POsTing KaREn To AcHa bOnuS ZaRooR MIlTa Hain
                  Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                  :1f4af:
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                    ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai Forex mein sirf vah kahaniyan hota hai jo Jyada mehnat karta hai agar Ham Bhi Jyada mehnat Karenge to Jyada jaldi kamyabi House sale kar Sakenge aur Hamen Dil lagakar kam karna chahie Taki Hamen jaldi kamyabi Hasil ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                      yes mehnat kamyabi ka zamanat hain is main mehnat karna chahye to hi ham is main aik kamyab trader ban sakte hain isi liiye mehnat karna zaroori hota hain aur humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                        G han mehnat kamyabi ki zamanat deti hai mehnat kinitni azmat r barkat hai k dunya ka koi bhi kam aesa nahi hai jisy hum mehnat k bager anjam de saken her lam ho jaya hai nehnat se koi kam nhe rukta to continue struggle
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                          mehnt kamyabi ki zmant h agr ap mehnt kro gy to ap ziada s ziada earn kr skty ho r learning r bussiness r trading men apko help mily gi isi liay bht ziada mehnt krni chahiay r is kam men mehnt s hm bht kuch hasil kr skty hn r mehnt na krain to kuch hasil ni hota loss hota h ulta r nakami hoti
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                            Masha Allah ap ne boht piyari bat share ki hy kh forex m agr hum ne kamyab hona hy to seniors ko follow krna chaye agr hum onko follow kry ge to success lazmi mily ge insha Allah aur new members ko faida ho ga ku ustad hamesha ustad he rehta he rehta hy senior hamesha successful hota osko dekh kr he new members kamyab hoty hain lalchi se dor aur saber ka daman chose krna chaye daily posting krny m he hamara faida hy mehnat boht zaruri hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat kamyabi ki zamant hy.....

                              Bilkul theek kahan ap ne mehnat kamyabee k koonji hay.wase to ye rule her field men apply hota hay bhut jab hum forex k bat krte han to is k ahmiyat zayada ho jatee hay,forex men ap jitna zayda mehnat ker k information collect kren gen ap market men bhtar survive kren gen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X