G hain dear friends aik bat aur bhi hai kay hamesha ye yad rakhain kay jumye walye din ager ap nay trade lagna hai tu yad say aur daikh kay he lagain kiyu jay ager ap nay bina daikhye he trade ko open kar diya tu ap kaliye kafi masla ban sakta hai kiyu kay jumye walye din ka tu sub ko pta hai kay market close hotye hai tu es kai kafi sarye maslye ban jatye hain tu better hai kay ap market kay close honye say phlye tak trade band kar dain kiyu kay monday ko nhi pta chalata hai kay kiya ho ga aur kiya nhi ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим