Forex mein mehnat jarur rang layegi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein mehnat jarur rang layegi
    Assalamu alaikum bhai jaan kaise hain ummid karta hun ki aap bilkul khairiyat se honge Mera aaj ka hai ke mehnat jitni acchi karenge utna hi achcha humko uska result milega mehnat mein Hi azmat hai learning mein Hi earning hai jo mehnat karte hain vah jarur kamyab hote hain to mehnat Karen learning Karen Forex ko sikhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

    G haan dear kisi bhi karobaar me mehant Lazmi rang Kati Hy lekin forex me ap ko hard work bohot zada profit day jati Hy es me kam k leay ap ko sahi Kam krna chye
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

      Aoa
      Mera Allah pak Kabhi bhe kisi ki Mehnat ko zaye nahii karta hy jo jitni jyada mehnat karty hein usdy achhi mehnat ka phal zror enayat farmata hy iss lye acha work hi acha knowledge provide kare ga well Management bhe forex trading business men zrori hy acha work hi achy buisness ki pehchan hy dil lga kar work forex trading business men karrin phir kamyaab zror hon gi acha bonus achii wish hotii hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

        Yes mehnat agr sahi treeqe se ki Jaye to kamyab ho skte Hain wrna agr sahi treeqa nahi hai sahi smjh KR sahi side PR mehnat nahi KR rahe to kuch hasil nahi hota chahe din raat bhi lge rahen I think
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

          hamy mahnet karne ho ge hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam akr sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara ir acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

            g wa salam bhai bulkul si kha ap ny bhai mehnat ma he sb koch h .hm jatne mehnat kryn gy humy otna he phal milly ga ..o jatne learning kryn gy otni he earning ho ge .or bnda apna foces kam pr he rakhy tb as ma or bhe zaida faida ho ga.jazakullAH
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

              Yah Baat bilkul theek hai kya kar Ham Forex trading business Mein kam Karenge to Ek na Ek Din Ham Jarur Kamyab Ho Jaenge aur Hamari kamyabi se Hamen Achcha Hoga iski sirf aur sirf ek hi shart hai aur Hua Hai hard working
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirsahib202 پيغام ديکھيے
                Assalamu alaikum bhai jaan kaise hain ummid karta hun ki aap bilkul khairiyat se honge Mera aaj ka hai ke mehnat jitni acchi karenge utna hi achcha humko uska result milega mehnat mein Hi azmat hai learning mein Hi earning hai jo mehnat karte hain vah jarur kamyab hote hain to mehnat Karen learning Karen Forex ko sikhen
                Forex trading member edit karke kam karna uske liye Jaroori hai jo log mehnat Karke kam karte hain aur proper tarike se kam karte hain kaun se prapt hota hai aur vah kar sakta hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

                  Bro ap ki bat bilkul thek hai mehnat hamesha rang lati hai..hard work always pays off. jo log pak forex forum per jitni ziyada mehnat karty hain wo utna ziyada posts karty hain aur jitni ziyada posts hoti hain utna acha bonus banta hai. is liye tamam members khas tor per new members ko chahye keh wo apna ziyada time pak forex forum aur forex ko learn karny main spend krain takeh un ki learning k sath sath acha bonus bhi ban jaye..aur achy bonus per trading ka apna maza hota hai. jitna ziyada bonus hota hai utna acha profit ata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

                    Walaikum salam , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehyna chahta hoon k mehnat kabhi bhi zaya nahin hoti or ye zarur rang lati he .
                    Malik Fiaz khokhar
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shakirsahib202 پيغام ديکھيے
                      Assalamu alaikum bhai jaan kaise hain ummid karta hun ki aap bilkul khairiyat se honge Mera aaj ka hai ke mehnat jitni acchi karenge utna hi achcha humko uska result milega mehnat mein Hi azmat hai learning mein Hi earning hai jo mehnat karte hain vah jarur kamyab hote hain to mehnat Karen learning Karen Forex ko sikhen
                      Forex trading mein jo log mehnat Karke kam karte hain vah is business Mein successful Jarur Ho Jaate Hain jitni Jyada mehnat Karke kam Karenge is business se success utani jaldi aur fast milega
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein mehnat jarur rang layegi

                        janab duniya ka chahay koi bhi karobar kiyon na ho mehnat karna buhat hi zaroori hai aur kiss bhi karobar main mehant kai bagair koi insaan bhi kamyabi hasil nai kar sakta aur mehanat key factor hai kamyabi kai liyay. khuch log shortcut laitay hain aur mehnat kiyay bagair waqti tor per to kamyab ho jatay hain lakin long term main nuksaan uthatay hain.

                        اب آن لائن

                        avatar Qasi
                        avatar Jawadb
                        avatar Hassi
                        Working...
                        X