Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?
    Dear brothers forex trading men aatay tu bahut ziyada log hen lekin her koi kamyab nhi ho sakta kiun k forex trading aik tough business hey iss men jab tak acha knowledge aur experience hasil kar k mehnat nah karen tu kamyabi namumkin hoti hey aur mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

    Assalamualaikum welcome to Pak forex forum..dear Pak forex trading me sirf wahi log nakam hoty Hain Jo mehnat aur learning k baghair trading shuru kerty Hain to phr unhain loss hi hota hai ..lekin jb hm trading learning aur mehnat k sath karain ge to hm kbi b nakm nhi hn ge..
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

      han g bilkul forex main babhut se members kam karne ate hain kuch himmat har jate hain or kuch logon se mehnat nhe hote hae 80% log is main kamayab nhe ho pate hain lakin bahut se log is main kamayb bhe ho jate hain zayada log is main nakam is waja se hote hain un logon main lalch babhut hote hae mano ya na mano forex main jo bhe new members ate hain sab main lalch hote hae lakin jo bhe money managment ko follow karta hae wo is main kamaya b ho jata hae
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

        G friend apny bht acha sawal kiya hai forex trading mein zada log nakam is wja sy ho jaty hai q k un k pass forex trading ka na to knowledge hota hai aur na he expirence aur wo trading krty waqt lalach b krty hai jiski wja sy uny loss hota hai aur wo trading mein kmyab ni hoty nakam ho jaty hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

          Forex business main ziada tr loog is liay nakam hoty hai k woh forex main hard work nahi krty kyon k forex business main success hasil krny k liay acha knowledge aur experience hasil krna boht zarori hota hy Forex main jo loog daily basis per apna target achieve krty hain aur forex k rules ko follow krty hain wohi members forex business mai kamyabi hasil krty hain aur jo loog apna work pending kr daity hain ya phir forex trading main lalach aur jald bazi main trading krty hain un loogon ko boht ziada loss hota hy jis ki waja say woh nakam ho jaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

            G haan sehi kha ap ny forex aik tough business hai is per bohat mehnat ki zrorat hoti hai or jo log mustakil mehnat sy ni ghabraty wohi kuch hasil kr skty hain or jo log shortcut ki talash main hoty hain un k liye forex main kamyabi mumkin ni q k forex main koi shortcut ni is liye aisy log forex ko chor dyty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

              Dear nakami ki asal waja ye Hy ka ilam ka Kam hona his sy un ko loss ho jata Hy jis sy wo log forex ko Chor dety hen kyun k es me wo log Mayo's ho jaty hen
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                mistake kar ky kam karny ke waja sy hum nakam ho jaty hain forex aik online business hain hum is mai paart time ebe kam kare sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ga forex kabe be band an hony wala business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                  ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai forex for Mein zyadatar log isliye na kam hote hain Kyunki vah ismein zyada mehnat Nahin Karte Agar vah ismein mehnat Karenge to vah ismein Jarur Kamyab Honge to hamen bhi chahie ki Ham bhi kamyabi Hasil karne ke liye is per mehnat Karen Taki Ham bhi ismein Kamyab ho jaaye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                    Ji ap NY bilkul thk bat kahi Hy ka forex my kamayabi ka liay mehanat bohat zarory Hy . Forex my bohat sy log kamayab ho jaty hayn us ke wajah ya Hy ka humakasr log forex. Trading ka Kam ko start karny sy pahaly hi start Kar daty hayn or phir in ko forex trading my bohat bara lose hota Hy or forex ak bohat acha forum data Hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                      forex trading main log is lea nakam hoty hain kyon ky bgair learn keay aur bgair forex experience say jab wo kam akrty hain tu un ko loss hota hai forex aik big business hai es main success hony ky lea ap ko bohut he ziada mehnat karni parti hai phir he ap ko kamyabi milti ha es lea forex main ap ko pehly achi tara say sekh kar phir trading karni chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                        Slaam
                        Forax aik achaa business hy forax me zaida log nakaam isi liye hotay hyn q k wo new join kerty hyn ksi say koi help ya is k baray me info ya forax k abray me knowladge ni letay khud say lgy rwhty hyn jis say wo log nkaam hotay hyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                          Life kay har shobay me agar ham daikhain to hameesha wo log hi nakam hotay hain jo kay us me interested nahi hotay aur jo log interested nahi hotay wo log kam ilam rakhtay hain us kay baray me aur forex me bhi kam ilam walay aur lalchi log nakam hotay hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading men ziyada log nakam kiun ho jatay hen?

                            Asalam o Alaikum dear fellows
                            G bilkul shi kha apne pak forex main aksar log is liye nakam hote hain q k WO achi posting ni krty unki posting ki quality achi ni hoti

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X