News Impact

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News Impact
    Hi Forum Mates. Umeed Hai Ap Sub Log Kheriyat Se Ho Gyen Jesa Ke Ap Sub Member Jante Ho Ke News Ka Impact Kise Bhe Pair's Ki Direction Kuch He Lamhon Mein Change Kr Sakta Or Esy Time Ka Hame Khas Khayal Rakhna Chahye Jub Bhe Koie News Ati Hai Tu Os Time Hame Alert Rehna Chahye Or Ehtiyat Se Trading Krne Chahye Or Koie Bhe Galti Nahe Krne Chahye Os Time Kyn Ke Ek Choti Se Galti Acha Loss De Sakti Hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News Impact

    Asslam o aalikum
    G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki is baat sy agree hon ka pkistan pk forex ik acha aur kamyaab business hy yeh ik online business hy is min online treeky sy kaam kar aakty hain forex min news kisi bhi pair ki simmat koch hi deer min change kar sakty hain isi lia hamin active ho ka kaam karna chahye q k news ky ath hin hamin alter rhena chaye aur ehtiyaat sy treading karni chaye aur os min koi bhi gaflat nahin karni chaye jis sy hamin kamyaabi ho sakti hy..
    • #3 Collapse

      Re: News Impact

      g han shai kaha pa na news ksis bi wakat market ki direction ko change kar sakti hai is lia hamesha trading news ka ahna ka bad karian hum log news ko investing.com s dahk sakta hain is per news ki timing bi show ho rahi hoti is lia dear jub news aya or market move karna suru kara or ap ko confirm movement ka bara mai maloom ho jaya tu ap tub trade open karain tu ap ko kafi accha earning hasil ho gi
      • #4 Collapse

        Re: News Impact

        Aslamoalaikum dear forex to all members umid krta hu ka ap bilkul khariyt sa hon ga to bahi jan apki baat bilkul theak ha ka trading ka liya news ka bohat ziyada impect hota ha q ka news sa pta chalta ha ka kon sa pairs ki direction kis tarf ja re ha to jb b trade open to phly achi trha news chek kiya krain ta ka trade achi trah lga skain
        • #5 Collapse

          Re: News Impact

          G bhai aap ki bat theek hay aur main es kay baray me ye hi kahoun ga kay aap kisi bhi ghalti ko mamooli na samjhain aap hameesha apni trade per nazar rakhain aur jahan samjhtay hain kay koi mistake ho gai hay to fori us se bachnay kay liye koi hal nikalain aur time waste na karain
          • #6 Collapse

            Re: News Impact

            Ji dear aik bat yad rakhain kay ap ko hamesha news pay nazar rakhna partye hai kiyu kay ager ap news pay nazar rakhtye hain tu ap ko kafi sarye information mil jatye hai jis pay bad mai ap trading kar kay asani kay sath peofit laye saktye hain tu zayda say zayda trading ap news oay kiya karain kiyu kay news pay trading mai ap ka nuqsan kam jub kay faida zayda hota hai na
            • #7 Collapse

              Re: News Impact

              g han hamn trading kartay hovay ehtiaat say kam karna chihay or news ke trading mein bohut ehmiaat hoty hy es ly hamen news ka khas kheyaal rakhna chihay hamen har time news par nazer rakhni chihay qn keh direction kisy bhe time tabdeel ho sakty hy
              دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
              • #8 Collapse

                Re: News Impact

                g han news bi boht hi asar karti hai so hamain is forum main kam karny k liye i k bary main pahly learning karna hogi tab hi hum sucss hn gay aur hamain is forum main kam karny k liye is k bary main knowldge hasil karna hog a tab hi hum achi say market main information hasil kar skay hain aur hamain faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: News Impact

                  Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k trade kerny k lia news bhi boht ahmiyat rakhti hen , or news impact bhi boht acha hota he .
                  Malik Fiaz khokhar
                  • #10 Collapse

                    Re: News Impact

                    hamy news ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kari sakty han hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha or unique businessh ain
                    • #11 Collapse

                      Re: News Impact

                      Assalam o alaikum dear members
                      G aap ki bat theek hay aur main es kay baray me ye hi kahoun ga kay aap kisi bhi ghalti ko mamooli na samjhain aap hameesha apni trade per nazar rakhain aur jahan samjhtay hain kay koi mistake ho gai hay to fori us se bachnay kay liye koi hal nikalain aur time waste na karain
                      • #12 Collapse

                        Re: News Impact

                        News trading krna bhi bohat acha hota news trading ko perform krny se pehly apko smjhna chahye k news ek trah ka nai hota blkay news k kai trah se impact hoty hain kch news ka impact high hota hai aur kuch ka low so low impact news se market ko theek asr nei krti khyaal rkhna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: News Impact

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
                          Hi Forum Mates. Umeed Hai Ap Sub Log Kheriyat Se Ho Gyen Jesa Ke Ap Sub Member Jante Ho Ke News Ka Impact Kise Bhe Pair's Ki Direction Kuch He Lamhon Mein Change Kr Sakta Or Esy Time Ka Hame Khas Khayal Rakhna Chahye Jub Bhe Koie News Ati Hai Tu Os Time Hame Alert Rehna Chahye Or Ehtiyat Se Trading Krne Chahye Or Koie Bhe Galti Nahe Krne Chahye Os Time Kyn Ke Ek Choti Se Galti Acha Loss De Sakti Hai..
                          Aapki baat bilkul right hai market job news Mein Aati Hai To news ki wajah se market ki movement bahut zyada ho Jaati Hai Jiski wajah se Hamen Achcha profit bhi Milta hai aur agar koi Wrong side mein train lagata hai to uska account wash bhi ho jata hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News Impact

                            News ka market per effect na ho aisa Mumkin nahin hai isliye Hamen chahie ki news ke dauran trading co acid Karen is Karan ho sakta hai ki Ham Apna account Bhaskar wale joke acchi baat nahin hai Hamen Agar news ke dauran trading karni hai to shorten trading karne ki koshish karen Taki log Ka Samna karna padta kya Hasil ho jaaye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X