Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

    Brother jo log mehnat kartay hain Allah bhi unki madad karta hay. Ye aik haqiqat hay kay forex me loss bhi hota hay aur profit bhi aur dono kay chances equal hain to jo log mayana rawi say chaltay hain aur mehnat kartay hain aik din wo zrori kamayab ho jatay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

      G dear friend ap ki yeh baat bahut hi achi hai k mehnati loog kabhi bhi apni himat nahi hartey q k dostu ju loog mehnat kartey hain tu who phir kabhi bhi mayoos nahi hotey es forum se q k un ko apni mehnat pe pora yaqeen hota hai k who loog zaroor kamiyaab hoon gey es forum mein aur un ki mehnat kabhi zaya nahi ho gi.
      • #18 Collapse

        Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

        G han mahnati log kbi bhi hamat nhi hr ty jo mahnat kar ny waly ho ty hai loss bbi aay woh hamat nhi hr ty woh mahnat karty raha ty hai or kamiyabi bhi hasl ho ti hai mahnat sy is liy kbi bhi hamat nhi hr ni chahey hamesha mahnat kar ty raho forex man kamiyabi liy ta ky bhot achy trader ban jao
        • #19 Collapse

          Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

          mehnati log kabi bi apne himmat nahi harty wo her waqt apne mahnat aur himmat per depend karty hain wo new sy new cheez hasil karne ke liye her waqt teyar rahty hain wo himmat ke elawa wo dosron per umeed nahi rakty wo apna her kam karne ke koshish karty hain unhain koi kam mushkil nahi lagta
          • #20 Collapse

            Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

            Aap nay bilkul theek farmaya forex main jo log mehnat krtay hai un ka acha kaam hota hai tu un ko apni mehnat say kamyabi hasal kartay hai agr un ko loss bi ho jata hai tu wo himat nahi hartay wo himat say kaam krtay hai tu loss ko recover kar ka kamyabi hasal krtay hai
            • #21 Collapse

              Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

              Ji bilkul forex market Mein kaam karte hue jo bhi mehnati log Hain vah Kabhi apni Himmat Nahin Aate unko bahut hi situation ka Samna karna padta hai lekin vah kabhi bhi apni Himmat Nahin Aate aur is market Mein musalsal kam Karte rahte hain Kyunki vah Jante Hain Ki vah jitni Jyada mehnat Karenge utna he is market Mein Kamyab hone ke chances Bhi Jyada Honge aur Vatan hi jyada profit, se Karenge to aapko bhi chahie Kabhi Himmat na Hare Milke loss hone Ki Surat Mein Apni galtiyan se sikhane ki koshish
              • #22 Collapse

                Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

                G bhai g apna bilkul thek kaha hy jo log mehnat karty han woh hamesha kamyab hoty han kamyabi unka qadam choomti hy is liy hamin chiay mehnat karin aur apna name bnain kuch money bhe earn karin mehnat bahut zaroori hy
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

                  g bilkul jo log mehnati hoty hain wo kabhi bhe himmat nahi harty ,,wo hamesha himmat or hosly k sath kam karty hain ,,zindagi k har mor par sabar or himmat ka muzahira karty hain or yakeen mane wohi log kamiyab bhe khelaty hain ,,bus hum sub ko bhe yehi kam karna cheye sabar or himmat ka daman kabhi nahi chorna cheye
                  • #24 Collapse

                    Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

                    Forex man wohi loog kamyab hotay han Jo mehnti hotay han kiu ksy Forex man Mehnat Kay bagger kabhi bhi kisi KO bhi achi earning nahi hoti or forex man ziada tar kaam bhi wohi log kartay han Jo Mehnat kar patay hsn or forex KO ziada say ziada time datay han Mehnat karany walay forex man bohat agay nikal jatay han kiu Kay wo apni Mehnat say bohat jald forex Kay baray man bohat kuch jaan jatay han or achi earning kartay han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Mehnati log kabhi bhi apni himat nhi harty.....

                      han g dear forex main jo log mehnate hote hain or jin ko forex pe pora trust hota hae wo to kabhe bhe is business ko nhe chorte hain balke wo to is business main zayada mehnat karte hain or himmat se kam karte hain forex acha business hae is main agar ap jalde he himmat jate hain to ap kamayab nhe ho sakte hain balke forex main to wo kamayb hote hain jo nakam hone ke bawajood apni mehnat ko jari rakhte hain wo he kamayab ho pate hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X