stop loss ka use qn karty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: stop loss ka use qn karty hain ?

    Kya aap Jante Hain Ki market Infinity ke andaaz Mein mukhya karti hai aur ismein aapko Koi Na Koi rukavat Jarur Paida Karni chahie Taki aapki trade close ho sake uske liye aapko take profit aur stop loss Jarur Lagana chahie tha aapko aapko idea ho sake ki market Kitna Jyada Munh kar sakti hai aur aap Kitna Jyada lost dear kar sakte hain to yah bahut jaruri hai kya stop loss aapko bahut Bade lost se bachati hai Kyunki is market mein bahut se traders ko bahut jyada big losses bhi Hote Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: stop loss ka use qn karty hain ?

      stop loss ka matlab loss ko stop karna hota hae to hum stop los ka use isi liye karte hain ke agar hum ko pata na ho ya hum soo rahe ho or hamare trade zayada loss main jane lage to hamare trade kam loss main he automatically close ho jate hae lakin hamen yeh bhe cahiye hota hae ke hum reasonablly stop los use kiya karen
      • #18 Collapse

        Re: stop loss ka use qn karty hain ?

        Koshish karni chahiye k jb b koi trade open karein us k sath stop loss zaroor set karein kyun k stop loss use karny se aap ka account safe ho jata hai aur account wash hony ka khatra b nhi rehta is liye koshish karein k stop loss zaroor istimaal Kia karein jitna aap mohtaat ho kar trading karein gy utny he aap achhay trader ban sakty Hein is liye kabhi b apny capital per risk na lein aur barray lot size use na karein aur stop loss set zaroor karein
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: stop loss ka use qn karty hain ?

          Stop loss forex trading main loss se bachne k liye lagaya jata hai Mehnat jari rakhen kamyabi zarur milegi

          اب آن لائن

          Working...
          X