ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye
    dear ham ko zyada nafah honay k nahi khyal karna chye agar ham dektay hein ham ko koi bhi trade kuch nah kuch nafh deya rahee hay ham ko chye k is say ley lyein is main ham ko jald bazi nahi karna chye is tahra ham agay ki janib ber saktay hein .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

    Aap nay theek kaha forex main hum ko Kam nafa ho tab bi hum ko Khushi honi chahiy agar hum ko loss bi ho jay tu hum ko parshani nahi honi chahiy keon ka business main nafa noksaan tu hota hai ya bat tu hum ko mind mein rhkni chaiy tab hi hum ko business mein kamyabi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

      g baai forex trading may sab say ziada nuqsaan deh cheez ye hay k aap ko loss ho our aap ka account wash ho jaaye agar aap ka account safe ho our aap ko profit kam be hoa ho tho be aap marah khyal may ek kamyaab trader hay our aap kise be waqth market say acha faida uta sakthay hay.
      • #4 Collapse

        Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

        g han apne theek kaha hamain kam nafa par khush hona chahye kyun ke kam profit loss se bhot behtar hai .
        • #5 Collapse

          Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men her wqat ziyada profit ka lalach nhi karna chahiay balkay kam profit pe bhi khud ko satisfied karen aur thora thora kar k apna profit increase karen aur small lot size ko use karen kam profit ki strategy best strategy hoti hey
          • #6 Collapse

            Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

            g han dear apke bat belkul thk hy forex men humen chiaa keh hum thory nafay peh bhe khosh rahna chaia jab hum thory profit poe bhe khish hoyen gy to hum mazeed acha kam karen gy es ley humn chaia keh hum forex men mehnt sy kam karen loss pe abhbe bhe ghbrana nai chaia .jab bhe hum loss sy ghbraa jaty hen to hum kamzor ho jaty hen hum acha kamnia kr sakty es klkley humn chaia keh hum pareshan belkul bhe nai hun
            • #7 Collapse

              Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

              Salam friends
              Agr hum ko forex online business men profit bahot kam bhe ho to humen chahiye k hum sbar k sath kam kren aur pehlay se zeada mehnat kr k acha bonus hasil kr lena chahiye
              • #8 Collapse

                Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                Nafa hony per achi khushi karna achy forex trading business member ka haq hy iss lye achio quality sy so hamesha kaam karta hy i mean (work) karta hy acha work hi acha create jarta hy iss lye forex men sab kaam kar rahyy heun aor khas tour p students bhot Zyaada kam kar rahyy hein aor students achii trah sy kam kar k achyy apny taleemi akhraajat piry jar rahy hein forex acha business hy acha sy work karen
                • #9 Collapse

                  Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                  As-salamu alaykum sir aapki baat theek hai ki Ham ko kam profit per bhi sabar karna chahie agar jyada ka lalach karenge to loss ho sakta hai usne nuksan ho sakta hai hamara account band Ho sakta hai to humko kam lot size lagakar hi hi thoda thoda karke profit Lena chahie jyada profit ke chakkar mein ham Ham apna account watch karva sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                    yes dear kisi b bussiness mi nafa or nuqsan sath sath hoty hin lahaza hmy is bt ko zehn mi rkhna chaye or puri try krni chaye ky loss na hu trade ko best reqy sy kry ta ky nuqsan km ho or ager kbi ho b jyeye tu disheart na hu.or aoni struggle ko continue rkhy pehly sy zaida hikmate amli ky sth.
                    Aap nay theek kaha forex main hum ko Kam nafa ho tab bi hum ko Khushi honi chahiy agar hum ko loss bi ho jay tu hum ko parshani nahi honi chahiy keon ka business main nafa noksaan tu hota hai ya bat tu hum ko mind mein rhkni chaiy tab hi hum ko business mein kamyabi ho gi
                    • #11 Collapse

                      Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                      Zroori nehi k her baar achaa profit he mily kai bar ap ko km profit bhi miltaa hai aur akser loss bhi ho jata hai yeh her business main hotaa hai zroori nahi i sirf forex main he esa ho lekin esa honay pe himmat kabhi naa haray balkay koshosh krty rhy or seekhtay rhy
                      • #12 Collapse

                        Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                        han g hamin haar haal mein ALLAH ka shuker ada kerna chaiy ta hamin kamyabi mily gi her waqt forex k gily shikwy kerna bemeni thread kerna gusa kerna daily target ko poora na kerna sey khuch bhi hasil nahee hoga hamin kum prfit per bhi khush hona chaiy khet hein khe ktra ktra mil ker derya bnta hy to hamin chaiy khe ham zarror mehnat krein or apny work ko increase krein ,,,,
                        • #13 Collapse

                          Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                          G Han thek kaha apny k ager hume kam profit hoto hume pareshan nahi hona chaye balaky is kam profit main bhi khushs rehna chaye taa k hum is main kamayb ho saken or achi earning kar saken or successful ho saken q k hamesha earning sy hume faida he hota hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: ham ko kam nafa ho to bhi ham ko kush rahna chye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                            dear ham ko zyada nafah honay k nahi khyal karna chye agar ham dektay hein ham ko koi bhi trade kuch nah kuch nafh deya rahee hay ham ko chye k is say ley lyein is main ham ko jald bazi nahi karna chye is tahra ham agay ki janib ber saktay hein .
                            Yah Baat aapki theek hai ki agar small prapt Ho To Hamen decide Nahin Hona chahie balki yah sochana chahie ke Hamen profit Nahin loss Ho Raha Hai Jiski vajah se Hamen Khush Rahana chahie ki Hamen profit hua hai aur loss Nahin hua
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X