Forex ki waja say time ki Qadar agae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki waja say time ki Qadar agae
    Asalamu Alaikum friends.
    Have a nice morning. Jab say forex join kiya hain time bht important ban gaya hain ek responsible life banti jarhi hain jaldi uth kar posting karna then kam ko manage kar k trading k liay nikalna free time to milta hee nahi hain. I really like this routine Do you???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

    dear ap nay sahee swal kia hay q k forex k anay ay bhut saray log jo farg time ko zta kartay thay wo ab forex main time dey kar k khud ko tabdeel kar rahay hein aor is main wo apnay more time denay ki koshask kar rahay hein taka wo is main kamyab ho sakein so ham ko chye kham bhi more time dey kar k khud ko is main kayab bana sakein .
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

      hun forex ko join kerny se insan ko apni abilities ko perkhny aur nikharny ka chance mila ha khas ker ya business girls k liay tu ziada best ha is main wo mehant ker k achi earning ka qabil ho jati ha is se insan k wqt bht qemti ho gaya ha humain isy join kerny k bad aik mint bhi zaya nhi kerna chahaiy is tarh se hum kamiyb ho sakty han.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

        G ham dear members forex trading main Kam krty howy hum ko time ki qader krna a GI Hy r hum ab apna Sara time trading main guzarty Hain r ek accha profit hasil krty Hain. Sath sath acha experience b hasil hota Hy.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

          Forex Ek business hai aur Business mein kam karne ke liye aapko time table Banakar kam karna bahut Jaruri hota hai so aap Jab Forex Mein kam Karte Hain To aap time ke bahut jyada per Band Ho Jaate Hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

            hamy wakt ke waar kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

              forex mai har age ky log kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam ar sakty hain humj is mai apny boss ap he hoty hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai aik world wide business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maeket ka balm nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                  Asalam o alikom wah bhot khoob kaha behn ji ap ne waqi jb bandy ke samny ak hadaf maqsd hoa hy or manzil ka pata hota he to phir safe ka agaz krta he asy hi Pak forex me ham manzil tk phonchny ke ly safar kr rahy he posting krty he or thanks dety to phir hamy bonuses milta he to phir ye sara parosis krny se waqt ki qadr to Ani hi he na
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                    g han dear mn ap ki bat say itafak krta hon k agr ham forex ko join krty hyn to hmyn is mn ik maksos time tak is ko end kr dena chaiy agr ham is kam mn apna pora din lga dety hyn to yay bat galt hoti hy is mn agr ap apna time bacha kar apnay kam end krty hyn to ap baki kam bhi saranjam day sakty hyn is liay appna vakt bhi bachao or is ko bhi kro
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                      G Han bhai Jan ap NY thk kha hy is Kam ko karny ka Mazza hi allag hy yeh aik A6a Kam hy is Kam ko karny sy banda ko time ki kaddar or ghr bhth Kar assani sy paisy kamany ka zariya bhi hy is Kam ko jab chahi Kar sakty ho is main mehnat kro or apni mehnat ka phal milta hy A6a Kam karna hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                        Bahut se log Aise Hain Jo ki Forex ke upar bahut jyada time Laga kar apni working kar rahe hain aur UN Logon Ko Unki working ka time ped off ho raha hai basically Ham Logon Ko Forex ke upar Aakar Apne time ko manage Karne Ka Tarika a gaya hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                          Therefore remember Hamen chahie ke Ham Forex trading co proper office timing Is Tarah Se use Karen aur Khud Ko Ek Achcha successful trader banane ke liye bahut jyada knowledge Hasil Karen aur Kamyab hone ke liye Hamen chahie ki Ham market ke trend ke Mukabala apni dress ko execute Karen aur price actions ke rules and regulations ko follow Karen aur proper support and resistance levels ko maintain karte hue apni dress ko execute Karen aur successful hone ke liye proper risk management and money management ko follow Karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                            Assalamu Alaikum friends Forex Ek Aisa business hai jo bahut hi Achcha aur profit wala hai is Vakya hi Hamen time ki Kadar Hona shuru ho gai hai kaisi chij hai jo Ek dafaa Chali Jaaye to Fir kabhi bhi Wapas nahin aati. Apne time ki Kadar Karen aur use acche kam ke liye Sar Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ki waja say time ki Qadar agae

                              Yes you are right
                              Forex ny time ko qeemti bna dua h
                              Idgr apka time waste ni hota
                              Yahan s bht gain hota h
                              Himat s kam lain
                              R jitna ziada ho skay kamyabi hasil krain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X