Aoa bhai main ap logon sa ya pochna chata hn ka kia ap sab log forex main kam karnay par khush hain ya ni kion ka ya wo business ha jis main hum easily apa extra time spend kar saktay hain or is main bhtbsa kaam kar ka fazool activity sa bach saktay hain is lia hamain is main dil sa kaam karna chahiya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим