Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi
    Dear friend you good morning ap SB thk ho gy yeh khena chata ho k forex business trading ne agr ham ko khamyabi hasil krni hy to phr ham ko chiya trading ne sabr krna chiya jald bazi ni krni chiya jald bazi sy loss hota hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

    g han dear apne sai kaha hy forex online busnes men agr achi kamyabi hsil karni h to os ky ley humen chiaa keh hum forex online busnes menn zeada sy bzeada mehnat sy kam karen dill laga ky kam karen sabr sy kam nai karen .tab he hum achi kamyabi hasil kar sakty hen ,es ley humen chaia keh hum forex men zeada sy zeada mehnaat sy kam karen sabr sy kam karen tab he hum achi kamyabi hasil kar sakty hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

      g han dear memebr ag r forex trading mein ham jaldi krein ge to ham is mein jis chez ko hasil krna chahte the usko hasil nai kr skein ge is lye agr koch hasil krna h to hamein forex mein sbr se kam lena pare ga tb ja k koch hasil ho ga hamein
      • #4 Collapse

        Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

        welcome to pak forex.jee ha bhai jaan hum ko pakistan forex me jub thora profit ho jaay to us ke bad jald bazi ka muzahira na kare balke saber se kaam le aor jub tak market aap ke mat lab ke na ho jaay us waqt tak koi aor tred na lagay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

          G han bhai g theek kaha hy
          Forex trading business men Seber hi aik kamyaabi ki aik Raah hy acha kamyabi hi achii raah sy hasil hotii hy achii raah achii mehnat sy achii post share karny sy hi hotii hy pakistan forex community Buisness acha business hy forex hi sy Sab log achyy knowledge hasil kar rahyy hein acha Munafa achyy knowledge sy Forex trading business mn hasil hota hy forex men saber karna chahye Saber sy hi achii earning aati hy achii kamyaabi mil jaati hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

            G han dear ager ap trading maj sabar say kam nhi karain gaye tu ap kamyabi hasil nhi kar saktye hain jub kay ager ap sabar kay sath kam kartye hain tu ap ko kafi sarye kmaybian hasil ho jatye hain tu kosesh karain kay ap es mai kam kar kay zayda say zayda sabar say kam karain aur jald bazi kabhi na karain
            • #7 Collapse

              Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

              bilkul friend hmain sabar k sath trading karni chaiay, q k sabr ka phal meetha hota ha agr hmain koi loss ho raha ha to usay tahamul sa face karain aur recover karnaiy ki koshish karain, koi problem paish ae to usay solve karnay ki koshish karain, aur jaldbaz sa bachain q k ye hmain nuksan pohnchati ha, hm jaldi ma ghalat decision la k mistakes kar laitay hain jo loss ka sabab bnti hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                Gee haan bilkul theek kaha forex trading mein kamyab hona hai tu sabar say trade kray gay tu aap ko kamyabi ho gi jald bazi main trade open kray gay tu loss ho ga iss Lia sabar say trade kray or kamyabi hasal kray
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                  G bhai g apna bilkul thek kha hy hamin trading ma ager kamyab hona ha to saber karna ho ga q keh ak achy business man ke yeh nishani hoti hy keh woh saber krta hy jitna zayda saber kary utna zayda money earn kry ga is liy chiay mehnt karin
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                    dear member assalamualaikum dear members ummid hai ki aap sab log khairiyat se honge jaise ke bhai ne kaha hai ki hamen trading mein jald baat hi nahin karni chahie balki School aur aaram ke sath signal ko follow karke trading karni chahie ya khud market analysis kar ke rate open Karen thank you
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                      g han bikul forex trading me kamyabi kilye sabr tu lazmi krna cheye wrna jaldbazi me kam krne se sawye nuksan ke kuch bhe hasil nh hota es liye ap mehnat kryn dil lgga kr kam kryn special apna knowledge or experience bhrhyen ge tu forex jaldi sumj sake ge or kamyabi bhe mile sake ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                        G han brother forex market main kamayabi hasel karna hay to jald bazi ko chorna hoga aur sabar ko apnana hoga q kah jald bazi hamesha loss ka sabab banti hay aur jald bazi karnay wala trader market main kabi survive nai kar sakta aur sabar karnay walay trader ko kamyabi say koi nai rok sakta aur ek na dek den kamyabi us k kadam chomti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                          Ji han bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Pak forex ek bahut hi accha aur aasan online business hai aur bahut hi zyada income dene wala business hai isiliye hamen chahie ki Ham Pak forex Mein hamesha sabar se kam Karen jaldbazi na Karen agar Ham sabar se kam karenge to hamara achcha profit bnega hoga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me khamyabi k liya sabr jald bazi nahi

                            g han bilkul ap ny bilkul sahi bat ki hai forex aik trading bsuiness hai e smain hum jald bazi kar k kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain e sliye aghr hum chahty hain k hum kamyb ho jaen tu hum apni trading main achi earning kar skty hain tu kamyab hony k liye hmain sbaer krna zarori hoga saber hoga tu he hum apni trdaing main kamyb ho skty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X