assalamu alaikum pyare bhai jaan kaise hain ummid hai ki aap bilkul khairiyat se honge bhaijaan mein yah sab senior se puchna chahta hun k trading ke dauran Jo sell aur buy ki trade lagai jati hai uska kya matlab hai sar se kaun sa profit aata hai aur by se kaun sa profit aata hai to please bhai jaan apna apna knowledge share Karen shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим