Rest be zarori ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rest be zarori ha
    Dear friends umeed ha k theak ho gay friends hum ko cahyh k weekend per jub hamari market close hoti ha us time hum sahe tara say rest karin kau k yh forex market ha banda tuck jata ha kam kar kar k leyh leyh better ha k jub be weekend ho sage tara say rest karin aur start week say mently prepare ho k he trading karin to hamara leyh acha ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rest be zarori ha

    assalam o alikum, membrs .forex sa wabsta sab log ye bat janty han ka trading main break b lena chahye ha or rest b karna zarori ha.otherwise ap ko loss hota ha.dosto trading karty hovy ap logo ko kafi sari problm face karni parti han.jis sa ap ka mind upset ho jata ha. forex market itna asan nhe ha trading karty hovy ap bore hony lag jaty han ya. ap kisi or peshan ki waja sa ap ka main saheh sa kam nhe karta. to is hal main ap ko chahye ha ka brak len rest karen mind ko cool karen or dobara market ko dekh ka tyrade karen
    • #3 Collapse

      Re: Rest be zarori ha

      Ji aap Sahi kah rahe hain Forex Mein rest bhi zaroori hai lekin Hamen Har Waqt Kam Nahin Karna chahie Jab time mile To Ham Forex pe kam kar le Ham Kisi bhi waqt Forex per kam kar sakte hain din Waqt kar sakte hain Sham ke Waqt kar sakte hain Kyunki Ham ismein paband Nahin Hai
      • #4 Collapse

        Re: Rest be zarori ha

        Brother forex mein kaam karne k liay rest zarori hai kyun keh bina rest keh hum kaam ni kar saktay hain isi tarah agar hum kaam sahi tareeqa se ni krain gay tu hmra loss hoga lekin din raat khud ko is kaam mein busy na rakhain bal keh isko time dain or easy ho k rahain bilkul sar pe sawaar na krain isko or halka lain sabar se kaam lain
        • #5 Collapse

          Re: Rest be zarori ha

          dear ap na acha swal kia hai agar ham log sara din forex ma lagy rahen ga to ham or kam na kar sky ga ????
          • #6 Collapse

            Re: Rest be zarori ha

            g friend hmain api sehat ka b khyal rakhna chaiay q k sehat ha to sb kuch ha, kam k sath sath rest b karain ta k hm mentaly aur physicaly active rahain aur tiredness ka shikar na hon, is tarah hm behtar tarikay sa apnay kaam par focus kar saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Rest be zarori ha

              ham log ko chayia ka ham log forex par zada sa zada mehnat wgara karta howa ho hi chayia ka ham log kam karya uar ham logo ko ya be nai karna chayia ka ham log har waqt hi is par kam karta rahya klu ka is ki waja sa ham log boht hi zada tension ma aya jata ha aur bilkul be fresh nai rahta ha jis ki waja sa ham log ko loss ho sakhta ha is liya ham logo ko chayia ka ham log rest wgara be lazami kiya karya
              • #8 Collapse

                Re: Rest be zarori ha

                Asalamu Alaikum
                Gee han bilkul some time dil nahi hota k trading kary ya posting kary asay time mai mind fresh or relax nahi hota is liay humay forcefully kam nahi karna chaeye wo kam beykar he hota hain specially trading to bilkul bhi nahi karna chaeye jab dil na ho relax your mind for a time
                • #9 Collapse

                  Re: Rest be zarori ha

                  G Dost rest krna bhe boht zaroori hai or khas tor per weekend per hame achi tarah rest kr lena chahye or apni family or doston ko bhe time dena chahye essa krne se hum or bhe ziaydeh fresh ho jaye gyen or achi tarah se phir kam per bhe dhiyan de sakte hain khud ko fresh rakhna bhe lazmi hai....
                  • #10 Collapse

                    Re: Rest be zarori ha

                    asslam o alikum dear all members forex trading ik aisa kam hy jo ham easy aur fresh mind ho k kren to e acha hoga is liye jesy kam bohat zarori hy isi tarah rest bhi bojhat zrori hy q k rest is the best:1f61c:
                    • #11 Collapse

                      Re: Rest be zarori ha

                      As sallam o allaikom friends. G bilkol sahi kaha k forex trading main kaam k sath aram bohat zarori hai. sirf kaam kartay rehnay say mind relax nahe hota ho ghalat faislay hotay hain mistakes hoti hain or bohat sari aysi batain jin ka trading main dehan rakhna hota hai ignor ho jati hain or loss ka samna karna parta hai. kaam bohat zarori hai par sath aram bhi utna hi zarori hai. main ap ki baat say mutafiq hu.
                      • #12 Collapse

                        Re: Rest be zarori ha

                        ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai kam ke sath sath Hamen rest bhi karna chahie rest bhi bahut hi Jaruri hota hai agar Ham Tere Se Kam Nahin karte rahenge aur rest Nahin Karenge to yah Hamari tabiyat ke liye nuksandayak ho sakti hai isiliye Hamen chahie ki Ham ismein kam bhi Karen aur sath mein rest bhi Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Rest be zarori ha

                          Forex trading week me 5 days hoti ha or 2 days week me close rehti hai ap ko chahiye ke 5 din is me mehnat se kam karen or next 2 days is me beshak aram karen kyun ke is me apko job ki tarha ki koi pabandi nai hoti he is liye apko 5 days mehnat se hi kam karna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Rest be zarori ha

                            Han bilkil asa hi ha ma apki bat sa agree krte hun ya bat bilkil theak ha ky humy rest bhi akrna chaya agr hun har waqt kam krtu rahngy tu hum loss ma jayngy humy chaiya ky hum forex oa kam kry lkn sath hi rest bhi kry rest bhi zarori ha ia liye humy chaiya ky hum forex pa mehnay kryn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Rest be zarori ha

                              assalam o alaikum g han humaen weekend per zaror rest layna chaiya or ya humara hak bhi ha q k hum sary week pakistan forex ma kaam karty han humary rest ka aik yahi din he to hota ... humaen pak forex ma kaam kay sath rest zaror layna chaiya ya humary lia zarori ha ....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X