Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..
    Assalamualaikum welcome to Pak forex forum...me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge...dear hamain forex forum per kamyab hony kelia achi trading kerni chahea aur achi trading kelia hamain forex per market analysis kerty rehna chahea aur aur forex k rules k mutabik trade kerni chahea...is Lia hamain inhi k rules k mutabik trade kerni chahea..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men market ka anaylsis kiay bagher trade open karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay pahlay market ka anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur small lot size ko use karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen
    • #3 Collapse

      Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

      bilkul friend hmain market ki moment ko analyse karna chaiay ta hmain routine ka pata chal sakay aur phr hm achi strategy bna k trade open karain ta k riskfree trading kar k acha profit hasil karnay ma kamyab hon
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

          Asslam o aalikum
          G han bhai ap ki baat thik hy min ap ki baat sy agree hon ka pkistan pk forex ik acha aur kamyaab business hy is min markeet treading karny ka lia markeet bahut hi ahem kirdaar adaa karti hy jab tak hum achi treading karny ka lia hamin acha experince nahin ho ga tab tak hum.achi treading kar ka acha profit hasil nahin kar sakty ..
          • #6 Collapse

            Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

            Salam walekum janab aapane bilkul theek kaha hai forex mein trading karte hue market ko annalise karma hoga hamesha market ko follow karne ke liye ye apne teacher ki baat ko follow Karen FIR aap trading mein nuksan nahin khate,
            • #7 Collapse

              Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

              G han dear trading mai peofit tabhi hota hai jub hum market kay anylisi kar kay he es mai trade ko open kartye hain kiyu kay anylsis karna ka kafi faida hai es mai ap ko chye kay ap hamesha he anylisi kartye rhain aur kamyabi hasil kartye rhain kiyu kay ap ka kam hai es say zayda say zayda faida laian
              • #8 Collapse

                Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

                G bilkul dear friends may ap ke bat say agree karta ho k hum ko cahyh k ager hum market may acha survive karna chaty hain to hum market may zada say zada focus karin aur sahe tara say market ko analysis karin kau k ager hum analysis karin gay to hum kamayb ho jaye gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

                  G han aap ki bat theek hay aur main es say agree hon ku kay agr aap analyzing chor dain gay to aap kabi bi acha order open nahi kar saktay aur es ko blind trading kehtay hain aap ko chahye kay news say bakhabar rahain aur jaisi condition ho usi kay mutabik ap be trade open aur close karain. Seniors se help laitay rahain aur daily basis per un kay columns parhty rahain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Achi trading kelia hamain market analysis kerty rehna chahea..

                    Ager hum forex ki market ko daily analysis karty rahin gain tu us se humara knowledge main azafa hota rahy ga. ager hum market k sath touch main rahy gy chahy hum demo hi kar rahin gain humko ilam main azafa hota jya ga. forex ka ache experience demo se hi mil jata hai ager ap khud ko ye samja lo k demo nahi real hi hai apka. apne bonus aur investment ko waste na karain jab tak ap professional nahi ban jaty.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X