Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey
    Dear brothers forum pe hum threads kar k forex trading k baray men question aur answers kartay hen aur apni informations ya suggestions share kartay hen jiss pe log comments kartay hen aur iss se hamara knowledge increase hota hey aur log achi quality ki thread pe jo thanks miltay hen unn ka bonus milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

    G hum thread may apnya knowledge ko shear kartya bhya kay ager iss kay bary may kisi ko nahi malom hya to wo iss mya say information gain kar sakta hya iss liya hum ko iss mya wo bat shear karni chya jiss say hum ko acha bounce mil saky or hum ko apni post ki quailty ko acha karya takya ap ko monthali acha bounce mil sakya
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

      dear brother forex forum pa threads ka maqsad knowledge incease krna he hota ha keun k jb ap threads k zariay koe bat share krtay hn to hr member apnay knowledge k mutabik reply post krta ha jis sa aik dosray k sath knowledge share krnay sa knowledge mn izafa hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

        Pakistan forex forum py threads karny ka maqsad apna knowladge increase karna hota h apki bat sahi h knowladge increase ky sath sath hum threads es maqsad sy bhe karty h ky forex py hamry thanks bhahr jaye thanks kam na ho thanks sy bouns py acha asar parta h
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

          dear bhai forum main thread krne k k do hi maqsad hote hein eik tu hum ise acha bonas hasil kr sakte hein ur dosra k hum is main trading ka knowledge be hasil kr sakte hein hume is main apas main planing k sath kam krte rehna hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

            Ham log investment karna start kar dete Hain Agar ham log best der Mein investment Nahin Karenge to market Khel equity market quality ka Hamen theek se Idea Nahin ho sakta Hamen sabse pahle iski ideal Ji ko pata laga lena chahie ki iski Ada Kya Hai Jaise Pata Lagta Jaega ham log Uske hisab se kar sakte hain send karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge per Dhyan Den Jitna Jyada Ham Apna Dhyan knowledge ki taraf Denge Hamen earning bhi yahan se knology dega
            • #7 Collapse

              Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

              Ji bilkul friend acchi quality ki post per Jyada bonus Milta Hai acchi thread per bhi bonus Milta Hai. Aur Jyada Se Jyada thanks bonus Milta Hai. Hamen chahie ke kam karte waqt quality ka Khas Khyal rakhen aur Jyada Se Jyada focus Apne bonus per Karen Jaise Hamari maximum earning ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

                dear member humy trading ko achi tara sy demo py ya phr market ko analysis kr k he knoledge increase kr sakty hai humy pak forum main bas tading k bary main achi malomat he hasil ho sakti hai mgr trading main profit hasil krny k lya humy sirf aur sirf market ko analysis krny sy he pata lagta hai.
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

                  G thread karnay ka maqsad ya hota hay kay ap apnay khnowloge say ap kisii dosary kii madad kartay hay hamay chahiya kay hum Pakistan forex forum may asii thread karhay jis say dosaray new member ko fidha hoo ya on koo tarding may help mil sakhay ap ziyadh say ziyadh thread karhay aur apna khnowloge and experience phala hay thank u
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

                    Ji han Sar bilkul Agar Ham Pakistan Forex method Karte Hain To iska matlab Yahi hota hai ki Ham Apna knowledge or experience share karte hain yah Hamen knowledge or experience ki zarurat Hoti Hai jisse Ham help Lete Hain isase Ham apne aap ko bhi improved kar lete hain aur dusre member Bhi Apne aapko improved Karte Hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya forum pe thread karnay ka maqsad apna knowledge increase karna hota hey

                      forex mein thread kar kay ham information share bhe kartay hein to ham ko acha bonus melta hy or ager ham ko kahen masla hoto ham apni thread mein question bana kar post kar saktay hein or hamein apnay masllay ka hall mell jata hy or es trah hamra bonus bhe acha mell jata hy
                      دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X