G han dear friends aik bat yad rakhain kay ap ka trading mai jitna profit ho rha hota hai kafi hota hai ager ap zaroorat say zayda sochtye hain kay ap nay aik limite ban laye hai kay ap nay es say zayda ka profit karna hai tu us mai ap kaliye nuqsan hai yani kay ap ko ye ho ga us mai kay ap ka jo profit ap laitye hain thorha bhut us say bhi jain gaye ty yad rakhain kay profit kabhi kam nhi hota hai ye bat apnye mind mai dal lain warna ap kabji kamyab nhi hun gaye kamyabi ka ye razhai kay kam mai bhi shuker karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим