money management ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management ?
    forex mai hamy acha knowledge or experience gain kar ky money managment kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai agar money management ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm hahi hita forex aik acha busienss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management ?

    forex trading may mony managment ka hamay buhut ziada khyal rwkna chahiay kionka hamay jab be bonus miltha hay tho hum thukkay lagana start kar dathay hay is liqy asa karnay mah hamara he nuqsaan hay hamay apne bonus ko devide karna chahiqy thake wo ek he trade may saaf na ho.
    • #3 Collapse

      Re: money management ?

      g han dear memebr apn saeh kaha h k ham ar frex form mein kam kr rehe hain to hamein sb se pehle knowlig or experence ko shair krna chahye bad mein money managment ka kam is mein trki ki ye bht ala sehri h is se ham kamayab ho skte hain
      • #4 Collapse

        Re: money management ?

        hamy money management kar ky kam karna h ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: money management ?

          g han asa he hain hamy money management kar ky kam kaerna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky ikam kary gy toi hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik international business hain
          • #6 Collapse

            Re: money management ?

            hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha busines hain hum is mi night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be km kar sakty hain forex aik am business ke nisbat acha business hain is mai hum agar bager learning ky kam kary gy to hamy siraf o siraf loss ho jy ga
            • #7 Collapse

              Re: money management ?

              Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap khairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k hm apna kam hi tb ja k start krty hain jb hmary paas kuch money aa k jma hoti hy to jo hm hasil krty hain uss ki km sy km use krny mein care krain ta k hmain apni trading krny mein koi problem na hoo
              • #8 Collapse

                Re: money management ?

                Money management ka knowledge sb se important hota hai kiu k is k rules ko follwo naa krny walo kaa he account zyada tar wash hota hai is lye money management ko smjhnaa sb se ehm hota hai baad main learning ki trf jayen aur trading kry phly account main money management krna seekhay
                • #9 Collapse

                  Re: money management ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Suit پيغام ديکھيے
                  forex mai hamy acha knowledge or experience gain kar ky money managment kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai agar money management ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm hahi hita forex aik acha busienss hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  Acchi trading karne ke liye money management karna bahut jyada important hai bina money management ke liye koi bhi acche trading nahin kar sakta aur na hi forex trading Mein successful ho sakta hai Jab A trading parantu money management Karke kam Karen isase aap acche trading kar Sakenge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: money management ?

                    Forex ak bohat acha business Hy .is my money management bohat zaida depend depend karti Hy koai bi business start karny sy pahaly usy Sikh Lana bohat zarory Hy or forex ko bi start karny sy pahaly Sikh Lana bohat zarory Hy .tab hi ap money management Kar sakty hayn.
                    • #11 Collapse

                      Re: money management ?

                      Aapki baat bilkul right hai Hamen trading karte hue money management ka Khas Khyal Rakhna chahie Kyunki money management ki vajah Se Hi Ham ismein loss Nahin karte hain aur Achcha profit Bhi Karva lete hain Ek Kamyab trader kabhi bhi bagair money management ke sath Kam Nahin karta
                      • #12 Collapse

                        Re: money management ?

                        bhai trading kaliay money managment ka khayal rakhna bht zarori hy kuch members lot size amount sy ziyada use kerty hn is ko money managment ki khilaf werzi kehty hn hmary liay zarori hy kh ager ap ny apny account ko safe rakhna hy to money managmnet ka khayal rakhin is ka mutlab yh hy kh amount jitni hy us ky mutabik lot size use karin yani ager ap ka account 100$ ka hy to ap 0.01 ki lot use karin
                        • #13 Collapse

                          Re: money management ?

                          Assalamu Alaikum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek hunge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun KiAgar aapke andar knowledge aur experience hai to Uske bad aap money management Karke Apne experience gain kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: money management ?

                            Salaam,
                            Dear friend Forex trading mai money management ka bht aham kirdar h, ap ny Forex mai jb b trade lgana h to apko chahye k ap apna trade money management k hisab sy lgaen.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X