Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .
    G dear members mera ap sab sy ye sawal h ky jb hum forex join karty h tu usky lye kia ye lazmi h ky hum ktna zayda educted h ya hmari eduction ky sabot lye jaty h es sab bussiness mn eduction ktna zayda matter karti h eduction ktna zayda imprtant hamry lye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

    dear ap nay sahee kha hay agar ham forex main ana chatay hein to is main ham ko chye k ham k pass is k baray main kuch nah kch ilm ho agar ham ko is main ilm nahi hay yeh ham educated nahihein to is main ham ko chye k ham senior say ilm ko hasil kaer k is main kam ko karna start kar dein agar ham aisa kartay rahtay hein to is main ham ko achi kamyabi hasil ho sakti hay .
    • #3 Collapse

      Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

      Forex main education ka baghair kaam karna moskal hai humra ka pass education ho gi tu hum acha thread bi kray gay tu achi posting bi kray gay tu hum ko acha bonas bi Mila ga agar education nahi ho gi tu hum na hi thread Kar saktay hai na hi posting Kar saktay hai iss Lia education bohat matter krti hai
      • #4 Collapse

        Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

        Hello dear hamy forex me shamil hony k liye education k sboot deny ki zaroorat nai lekin agr aap educated person hn to aap ko trading samjhny me asaani ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

          Asslam o Alaikum mry bhai forex pay kam hii sra education ka hy jas k pass jatna zyda education hogie khowlage hoga eo forex ko achi tra samjh sky ga kam kr sky gay us k lay earning karna buht asan ir eassy hogie as lay forex k lay education buht zyda mater krtii hy
          • #6 Collapse

            Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

            Dear brother wesay to forex market main education ki koi pabandi nai hay aur kisi ki education na bi ho to woh forex trading join kar sakta hay but jen k pas achi education hoti hay un k leay forex trading ko learn karna asan hota hay esleay jetnay bi achay traders hain woh well educated hotay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

              Knowledge jitni Zyaada 1 tu bo gi matlab jitna education zyaada ho gii achyy knowledge sy achii posting khud sy hi achii ho gy Knowledge sy post ki quality better then then better hoti hy forex he sy work acha automatically hi hota hy forex dunia m acha sa acha business mana jaata hy yahan sab acha work ksr rahee hyen forex k bare m ao ny schii bst ki hy
              • #8 Collapse

                Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                FoRex Main eduCation Kaa koi MaSLaa Nahi Hai Hum Forex Main Kam Parhay Likhay HoNay k BaawoJood Kaam KaR sakTay Hain Or Agar MeHnat KaRen to Kaafi Acha ProFit Bhi Kamaz SakTay hain To HumEn Chaahiye k FoRex ko Zyaada se Zyaada TimE den Or FoRex Main mEhnat k saath Kaam KaRen to Kaamyaab ho Saktay Hain....
                • #9 Collapse

                  Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                  Mere dost aap Agar simple education ka poochh rahe hain to zyada matter nahin karti education Kyunki just english padhna Aata Ho Kyunki fundamental analysis karne ke liye English aana lajmi hai Kyunki jyadatar information English mein hi milati hai Baki Agar experience Achcha ho to bahut se Aise main traders Dekhe Hain jinki talim Zyada Nahin Hai Lekin vah Forex mein bahut jyada Achcha profit Kama rahe hain to Ziada Tally matter nahin karti experience matter karta hai
                  Hardworking Is kEy Tu Succes 😊
                  • #10 Collapse

                    Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                    salam dear umeed hai aap thek hongy aur trade enjoy ho rahi hogi dost education matter karti hai knoweledgr hasil karty waqt apki education ap ku kafi fiada diala sakti hai trading me q kay tardaing ki sari information english me hoti hai aap ki education hogi tu app english parh likh sakeengy aur samj sakeengy forex related inforamation ku warnaa tu ap samjh bhi nahi sakeengy kay kia inforamation a rahi hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                      Agar baat ki Jay sirf education ki to education Har Kisi kam mein main bahut Aham kirdar Ada Karti Hai Kyunki education se aapke andar confidence increase Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                        assalam o alikum imran bhai wesy to forex m kam krny k leay kisi degree ya special education ki zarort ni ha lakin agr aik insan educated ha r to usko forex ki learning krny m bht faida ho jata ha q k educated insan ka mental level thora high hota ha r usy chezn ki jaldi samjh a jati ha jis sy usy bht ziada mehnt r time ni lgana prta forex ki learning m jb k un educated logn ko bht mehnt krni prti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                          Education zeyada matter nehi krti education important hai for life yaa ap k kam aa skti hai lekin forex trading ki education zeyada matter krti hai forex trading main earning k lyee is lye agar ap trader ban'naa chahty hain to achaa hai k ap achaa knowledge hasil kry achi education hasil kry
                          • #14 Collapse

                            Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                            forex main education ki koi pabandi nh hy dear isko hr koi join kr skta hy lkn js k passs education hoti us ko asani se forex trading ki samjh a jati hy r jaldi seekh jata hy educated person lkn forex k bare knowledge ka hona zaroori hy keh ks trah ka business hy forex r ks trah se hm is main kam krty hyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Eduction ktna zayda matter karti h forex mein .

                              Agar aapke pass Thodi education hai to bhi aap Forex Mein kam kar sakte hain lekin aapko chahie ki aap education Jarur Hasil Karen Kyunki education Hasil Karke aap acchi quality ka kam kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X