Apni trade ko kaisay profitable banain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni trade ko kaisay profitable banain?
    Salam to all dear friends. Har kisi ki khwahish hoti ha k wo aisay trade lagai k wo loss na dain aur acha profit dain. Tradr lagatay waqt agar ham support level aur resistance level ko zahen me rakhain to ALLAH ke fazal se hamari har trade kamyaab hogi. Trade laganay se pehle support aur resistance level tak market ko janay dain. Wahan per trade lagain. INSHAALLAH zarur profit hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

    dear ap nay sahee swal kia hay ham ko chye kagar hamchatay hein k hamapni trade ko profit able banein to is main ham ko chye k ham mehnat kar k ham o more say more account balance ko banay ki try kartay rahna chye agar ham aisa kartay hein to ham apnay aim tak zaroor pounch saktay hein is main ham ko kisibhi kismki tension ko mind main set kar k kam nahi karna chye .
    • #3 Collapse

      Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

      Apni trade ko kaisay profitable banain gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko mehnaat kerni chahay taky aap zaroor kamyab hoty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

        G han dear ager ap es mai kam karrye hain aur ap ko es mai faida kam hota hai yani kay ap profit nhi daita hai tu ap ko zayda say zyda profit laye saktye hain ap es mai learning kartye hain
        • #5 Collapse

          Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

          Agr hum apni trade ko profit able banana chata hain tu ap ko forex mai zyada mahant or kam krna pahra ga ap ko forex mai learning krna pahra gi phr kahin ja kr hum forex mai kamyabi hasil karta hain is lia mahat karian ta ka acchi learning or acchi earning hasil ho dear members forex ak asa business hai jis mai jitni mahat karian othna ap ko return milta hai is lia dear forex mai jitna ho saka mahant karian ta ka kamyabi hasil ho saka
          • #6 Collapse

            Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

            Trade Laganaany k liye Humen HumEshaaa SeCuRe Lott Kaaa uSe KaRnaa Chaahiye Q k SeCuRe loTt Se Hi Hum Loss Se Bach SakTay Hain Or Achaaa pRoFit Bhi Kama sakTay Hain To HumEn koShish KaRni Chaahiye k Zyaada Se Zyaada meHnat Se Kaam KaRen Taaky Kaamyaabi k ChanCes Zyaada Hi HoOn...
            • #7 Collapse

              Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

              G han dear koi bi trade open kartay wakt hamain support aur resistance ko zarur confirm karna chaheay aur hamesha support say buy karna chaheay aur resistance say sell karna chaheay aur kabi bi support aur resistance k darmeyan say trade open nai karni chaheay q kah es condition main market upward ya downward kisi bi direction main ja sakti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

                Agar aap apni trade ko profitable banana chahte ho to aapko trade Lagane se pahle market ko Chitra se analyse karna chahie Taki aap profitable trade Laga Sako
                • #9 Collapse

                  Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

                  forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss jy ga is mai market ka baalm nahi hota forex aik amm business ke nisnbayt acha buiness hain is maai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni trade ko kaisay profitable banain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                    Salam to all dear friends. Har kisi ki khwahish hoti ha k wo aisay trade lagai k wo loss na dain aur acha profit dain. Tradr lagatay waqt agar ham support level aur resistance level ko zahen me rakhain to ALLAH ke fazal se hamari har trade kamyaab hogi. Trade laganay se pehle support aur resistance level tak market ko janay dain. Wahan per trade lagain. INSHAALLAH zarur profit hoga.
                    Profitable trading karne ke liye analyses aur planning Karke kam karna Hota Hai Jab Ham planning aur analysis acche tarike se Kahate Hain To Hamari trade profit Mein jaati hai aur Hamen trading Karke Achcha profit ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X