Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?
    Asslam-o-Alailkum mera apny seniors sy yeh swal hai k forex trading main aik term use hoti hai stop loss to main is k bary main details janna chahti hun k yeh kya hai or q istmal hota hai dosri baat yeh k being a Muslim kya hmen apny trading main yeh strategy use krni chahiye ya ni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

    Aapka sawal bahut acha ha. pehli baat to ye ha keh SL us waqt use kartay hain jab hamari trade resistance level ya support level k qareeb ho aur hamain lagay k ye level cross karega to ye SL kehtay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

      Stop loss hame trading k doran loss k bachane ka ek step hai Jo hme loss se kafi had tk bachata. Hai hame trading rules follow karne chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

        Stop loss Forex Ki Duniya Mein Ek Naam Se Jana jata hai aur vah naam hai, aapki account ki protection for example agar aap system per Nahin Baithe Hue to aap stop loss use kar sakte hain. Taki aapki trade Kuchh loss Mein Band Ho Jaaye aur aapko Jyada nuksan na uthana Pade isliye stop loss ko use karte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

          boaa apke bat belkul thk hy forex online ttdaig men jin member ky account bahot he chioty hen or wo meber forex men trdaing karna cha rahy hen to onhen chaia keh jab bhe trdae ko opan karen to trdae ko dekh bhal ky he trda ko opan karen or sath men apny account ko save rakhny ky ley hen SL ka lazmi use karen agr market movemint trdae ky khelafa jati hy tio humen zeada loss nai ho ga ,hum aony account ko save rakh saken gy
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

            Stop loss loss ki limit hoti hai ky Mery account main kitna balance hai aur main is per trade open ker ky Kitna loss bardashat ker sakti hun ky loss ko phir asani sy recover bhi Kia ja saky hamain aesy point per trade close kerny ki bajaey aik stop loss trading ka option hai jo use kerty hain tou jab market same limit tak ponchti hai tou hamari trade auto per same loss main hi close ho jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

              G dear aksar hum aisa karta hai kay jub hum trade lagtye hain tu us kay bad humain es mai waite jarna hota hai kiyu kay ager hum waite na karain tu humain es say peofit nhi milta hai tu hum waite kartye hain aur hum es mai ab market ko musalsal daikh bhi nhi saktye hain tu us kam kaliye aik tool istamal hota hai jis ka name hai stop lose yani kay humara atna nuqsan ho tu us pay trade auto pay he band ho jaye
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

                Stop loss aik tool hai jis se aik limit apne balance mein see aik amount ki set krte Hain keh uss see zyadah loss na ho jub aik amount set KR dete Hain keh hum it a afford KR skte Hain loss ISS se zyadah na ho hamara balance use iss trade ke liye to agr utna loss ho Jaye to trade khud he close ho jati hai aur Baki ka balance safe rehta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

                  Stop loss ek achaa feature hai stop loss ko zroor use kry is se ap ka account wash honay se bch jata hai aur secure rehtaa hai is lye stop loss ko use zroor kry agar use krnaa nehi ata to stop loss ko use krnaa seekhay aur apny account ko secure rkhy through stop loss
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Nishat پيغام ديکھيے
                    Asslam-o-Alailkum mera apny seniors sy yeh swal hai k forex trading main aik term use hoti hai stop loss to main is k bary main details janna chahti hun k yeh kya hai or q istmal hota hai dosri baat yeh k being a Muslim kya hmen apny trading main yeh strategy use krni chahiye ya ni
                    Stop loss usko Kahate Hain Jo Ham trading karte hue Ek position per stop loss Lagate Hain iska matlab yah hota hai ki Hamari trade Jab use position per pahunchegi to automatically close ho jayegi
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss kya hai or isy q use kiya jata hai?

                      FoReX TraDinG MaiN StOp LosS Aik AcHa TooL HaiN IsE Ham JaB UsE KaRte haiN TO Ham Jab StoP LosS LaGte Hain To StOp LosS Hit Ho JaE To HamaRa TraDe Auto ClOse Ho JaTa Hain Isi LiYe StOp losS BeSt HaiN AUr Is Main Stop Loss Use Karne Se Hamra Account BalaNce SAfety RehtA Hain Isi Liye Hamen ChHaYe Ke Ham Is Main Jab Bhi Kam KAren AUr TraDing KAreN To Stop Loss ZAroor Use Karna Chhaye
                      Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                      :1f4af:

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X