kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain
    g han dear is main hum trget bana k kam karna hai tou hamain is forex main planing kar k hi hum achi trae karny k kabil ho sakty hain aur hamain apna trget pora karna ho phar hi hum is ain achi trae karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi ifnormatino achi ho gi tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi ansley kar k hi hum cahy say trade karny k kabil ho satky ahin ta k earn karein ay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

    forex aik wasee business hain hamy is mai target bana kar kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam karr skity hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar maai baath kar is maai kam kar sakty hain forex aik acha business hain
    • #3 Collapse

      Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

      forex ik bohat hi acha business hain ham is main apni marzi sy daily weekly yai monthly target bana kar be kam kar sakty hain hamy apny target ko month ky end tak pora kar lena chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main 24 gatho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

        hamy weekly target bana kar kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai btah kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai apne maarze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

          forex aik acha busienss hain hum is mai hafty ka taregt bana kar kam karty hain hum kam kar ky pasia kma sakty hain forex aik online business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

            g han bana sakty hain but hamain payment hamain monthyly hi milti hai so hamain is k bary main pahly elarning karni ho gi ta k earning karein gay aur hamain is forx main bi knowldge ho ga tab hi hum market main bi achhy say trade karny main bi koi imushkil na ho saky gi aur hamain is forex main run karien gay
            • #7 Collapse

              Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

              G ha bilkul hamien is mn monthly target ko mind mn rakh kar weekly target set karna chaye jis sy pher ham is mn kafi ziada apny palaning mn kamyabi hasil kar skaty hn aur pher is mn ham kafi acha thanks hasil karny ky bad is mn ham ik acha bonus hasil kar sakty hn jis sy pher hamien is mn kafi ziada earning hosakty hn
              • #8 Collapse

                Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

                ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hai ham ismein weekly target bilkul banaa sakte hain Agar ham chahe to usmein weekly target bhi bana sakte hain aur monthly bhi takat banaa sakta hai vah ham per depend hota Hai Ki Kya Karna Hai Kya nahin karna yah to ek din Se ham jab chahe ismein kam kar sakte hain aur jab chahe Nahin Karen yah Raat Mein karenge din Mein
                • #9 Collapse

                  Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

                  Asslam o Alaikum janab forex pay srf mnthly target dia jata hy usy complete hum ny krna hota hy wo chye jasy bhi kry chye hafty ka target bina kr kam kry ya daily ka target complete kry humra mnth ka target complete hona chye jas say humy buht as I say buht zyda bonus hasil skta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

                    Je mery pyary dost hum pak forex py target bna k kam karengy to bht hi ziada faida hoga..is sy hmari daily ki limit pori hoge..or hum bht juld kmyabian hasil kren gy jo hmara maqsad hy
                    • #11 Collapse

                      Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

                      Nakshewala aapke pass working experience Hoga Aap Yahan per uski sabse long time ke liye working Bhi utani Jyada Speed ke sath kar sakte hain aapke pass Mukammal information knowledge Bhi Jyada Speed ke sath aaega aapko Jitna Jyada isko use karne ka method aaega aap running bhi utani kar sakte hain isliye information ko ek dusre ke sath Mukammal share Karen earning ke liye Forex ke kam Mein Jin Logon Ko Yahan Tak nuksan ho jata hai
                      • #12 Collapse

                        Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

                        Asslam o alaikum dear members
                        G Han bilkul forex aik esa business hy jis me hamy target bana kar kam karna ho ga pher he hum passia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam karr skity hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar maai baath kar is maai kam kar sakty hain forex aik acha business
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: kya hum is main weekly target bi banaa sakty hain

                          yes dear trader aap apna weekly target select kar sakta but aapko apna weekly target itna select karna chahie ky aap aasani se usko recover kar saken aur uske liye aapko overtrading ya Big lot size ka use Na Karna pare agar aap apna weekly target 5% percent aapane capital ka select karte Hain to aap is ko aasani se hasil kar sakte hain aur iske liye aapko zyada tension Lene ki bhi zarurat nahin Ho gi aur na hi aapko overtrading karni paregi apna high target achieved karne ke liye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X