Kamyabi ki wajohat??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi ki wajohat??
    Forex trading min market hamesha movement min rehti he main ye pochna chahta hon kuwon log es min kamyab ho jate hin aur keise hote hin wo log jo es karobar min buhat ziyada kamyabi hasil karte hin. Es karobar ko karne min kafi ziyada mehnat hoti he log ye kehte hin magar kuch log bawajod mehnat k bhi kamyabi hasil nahi kar pate yahan. Es ki kiya wajah he?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother forex trading men har koi success hasil ker sakta hey agar hum is ko right way and management key sath work karen to hum is men kamiabi hasil ker saktey hen han ye zaroor hey ke forrex trading aik risky business hey but agar hum is ko learn ker k work karen to loss nae hota.
    • #3 Collapse

      g bhai forex main kamyabi ki sab se bari wja to ye ha k ap ko kam sahi treke se ana chahiye.agr ap ko kam thek ata ha to ye he ap ki kamyabi ki wha ha aur dusri bat ap ne puchi k log mehnat kr k b loss ma reh jate hain es ki wja to ap ye he keh skte hain k wo twajja nhe dete ho ge........
      • #4 Collapse

        Forex trading aik risky business hai aur is main profit karna kafi mushkil hai lehaza is main first acha knowledge gain karna chahiye aur jab achi knowledge se hum market main acha profit kar sakte hain aur kafi successful ho sakte hain.
        • #5 Collapse

          my dear bother forex trading ma kamyabi ki wajohat hy ap forex trading kon learning karo my dear bother hard work karo forex trading ma demo account us karo bother jasa real account us kr ta ho
          • #6 Collapse

            dear brother agar insan apna kam puri tarha concentrate kara tu wo zaror kamyabi hasil kar sakta ha or wo loss ka shakar nahi hi sakta agar ap ko kam puri tarha ata ha tu ap kamyabi hasil kar sakta ha
            • #7 Collapse

              brother hum jitna acha work kera gai jitna hard working kerai gai itna hi humhai sucess full ho gai hum jitna rules ko fellow kerai gai itna hi achi post kerai gai to hum acha treadre bn pai gai or achi earing ker sakia gai allah pak kis ki menhat khali ni jana detai
              • #8 Collapse

                There are many reasons for become success in this business.Through hard work you can become a good trader in future.Through getting good earning and learning information about this business we can become a well trader.
                • #9 Collapse

                  ji bilkul forex main traing karne k lie mehnat karna lazmi hy r rahi bat markit ki to wo har time change hoti rehti hy is lie jo log markit k sath sath chalte hain to wo kamyabi haskil kar laite hain r jo log markit k sath sath nahi chlate wo nakam ho jate hain
                  • #10 Collapse

                    i dont think soo k hard work ka bgaar koe kamyaab ho skta hy zingdi ka kisi b mamla ma successful hona ka lea humen mehnat to krni prti hy baki jo loog bawajood mehnat ka kamyaab hy vo techniques ko use krta hain or un ko forex ka about complete knowledge hota hy
                    • #11 Collapse

                      kamyabi ki wajohat nai success ki ways hoti hain jis par banda chal kar kamyab ho askte hy is se hum ko bohathi ziad fiada ho ga soo wajohat tou naqami ki hoti hy i don't thing so k kamyabi
                      • #12 Collapse

                        ager ap kisi b pair per trading start kerne se pehle us pair ka analysis kerein k ap ko kis point per us ko buy kerna hai hai or kis jagah sell kerna hai ap ka profit kitna ho ga.yahi cheez ap ko success de ge.home work k begair ap ki trade he ap ko loss de sakti hai.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: RiseFx پيغام ديکھيے
                          Forex trading min market hamesha movement min rehti he main ye pochna chahta hon kuwon log es min kamyab ho jate hin aur keise hote hin wo log jo es karobar min buhat ziyada kamyabi hasil karte hin. Es karobar ko karne min kafi ziyada mehnat hoti he log ye kehte hin magar kuch log bawajod mehnat k bhi kamyabi hasil nahi kar pate yahan. Es ki kiya wajah he?
                          bahi jan forex aik asa business hy jis main sab sy bari waja knowledge or experiance hy agr yea jis k pas bhi ho wo ziada tr kamyab hi rehta hy or yea aik asa business hy jsy ap fresh mind sy kry or samaj kr kry to ap ko kamyabi hi milly gi or hummy is business main over confident ya greed sy kam ni lana chaye to hum is business main kamyab hy or acha profit hasil kr sakty hy
                          • #14 Collapse

                            well, ap ne kamyabi ki wajohat k baray mein jo pocha hein tu mein yeh kehna chahoon gee k haan g mehnat hm ko karni chahe n har wakat kaheen na kaheen se karobar k baray mein jantay rhena chae
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai jaan mai to samjta hu forex trading mai apko sab say ziayda apni base bnani parti hai and mai samjta hu forex per trading karna humare liye itna asan nhe hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X