Apki apni raei kiya he??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    according to my decision must trade in life yeah qismat p depend krta h r aap ko is ka faida b hoskta h so gud luck but trade vicly and if need help then let us know on form
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      phir bhi loss kar dety hain. Aur isi ka name forex hai. Lehaza hamain chahiye market main koi achi strategy adopt karen ta keh hum market main positive pips laga
      • #33 Collapse

        forex trading ak acha business ha jis ma ap kafi earn kar sakta ha par kuch trader asa b hota ha jo is ma zayda profit hasil nai kar pata or loss karta rahta ha kyo ka un ka pas is ka proper knowlage nai hota ha jis ki waja sa un ko loss hota ha,
        • #34 Collapse

          The beginners must have to see and observe the forex mart and they should e'er use the lesser lot filler if they necessary to get the success in the forex activity.This component forex trading strategy does **** its risks, notwithstanding. Touch rates rise for contrary reasons; if the frequent saneness for drunk power rates is a book deficiency.
          • #35 Collapse

            Gi janab firex ak bht acha business he or agr hum srf mehnut kare or rols ko folow na kare to yakenun hum mehnut to kar rhe ho ge lakin hum koy na koy aise gulti kar gai ge gis ki waga se hame loss ya phr koy noksaan ho ta he to hame cha hye forex ke sare rols ko folow kare or mehnut ke sath sath koch gultio se bhi sekhe
            • #36 Collapse

              hellow dost deako ma tou ya hi samgu ga ya zarori nhi ha ka agar ham forex ma mehnat kry aur ham loss kr lay kiu ya tou koi ajeeb ho bat ho gai aur ham tb hi loss krty hain jb hamay koi b knowledge na ho aur bs tukay pa kam kry tou ya behtar nhi ha aur is sa loss ka sifa koi faida nhi................
              • #37 Collapse

                Wese to forex trading ek boht acha business hai kyun k hum forex main trading kahin say bhi beth k kar skty hain kyun k ye ek online business hai or dusra ye k hum forex main unlimited money bhi kama skty hain jis k zarie hum apna future bright kar skty hain lekin ap nay jo kaha k boht say log forex main boht mehnat krne k bawajood bhi profit hasil nahi kar paty us ki waja hai k wo log greed krte hain forex main or ziyada say ziyada kamane ki lalach main he nuqsan utha te hain agr ap baghair greed k trading karo to ap ko loss nahi hoga,
                AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
                • #38 Collapse

                  meri raei ye hai k logon ko expereince hojae to trading kren is trah unko kabhi loss nahi hoga or km invst kren strt me
                  • #39 Collapse

                    Meray dosto agar ap kay pass invest karnay ka chance haai tu aap sirf or sirf forex trading men hee karoo taan kay aap ko bahot hee acha profit milay aap is say life ko stable banahow or is men say ziada say zaida profit kar kay apni life enjoy karo
                    • #40 Collapse

                      mera point of view forex key barey mein yeh hai keh jo log loss he kertey jatey hein woh log us tarah sey nahein sekhtey jis tarah sey un ko learn kerna chaiee
                      • #41 Collapse

                        dear g han bilkul forex ek asa business ha jo k hamare liye bohat sare benefits rakhta ha aur humen is business k zariye sy ek achi earning b ho sakti ha aur ye hamare liye ek best ever business ha jis men koi shak nai hai
                        • #42 Collapse

                          yeah apka bhoot acha sawal hai kyun k forex par aisa kaam nai hai jo nai hoo sakta hai isliye mere khiyal say forex par apna mind zarror daiana chaye.
                          • #43 Collapse

                            main to ya he kahon ga k forex trading online acha business hai jis main mhenat sa kaamm kro to loss nai hota agr is main zyda loss hota to zyda log join nai krte
                            • #44 Collapse

                              Forex is a good business is main agr ap hard wark kren gy to ap ko profit bhi ho ga ap k mehnut waste nai ho gi...........apny ap ko profitable bnany k lie aur good trader banny k lie ap trading k rules ko follow kren.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: RiseFx پيغام ديکھيے
                                Forex trading ko buhat ziyada faida mand karobar kaha jata he aur es karobar min buhat se log earning karte hin es karobar min kafi mehnat k bad bhi kuch log nakam rehte hin aur wo profit hasil nahi kar sakte hin. Apka kiya khiyal he es karobar aur apki kiya raei he es forex trading k bare min?
                                forex trading k baare main meri raaye yehi hai k forex bht profitable buisness hai bht se log forex main bht achi earning krte hain bht bht se nakaam bhi hote hain,,han ye baat hai k forex buisness main uncertanity hai,,forex main kam krne k lye dil bht bara hona chahiye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X