Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hoti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hoti
    Dear brothers forex trading men jo log loss se dartay hen ziyada loss bhi unn ko ho hota hey kiun k dar ki waja se ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aur agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss honay pe ziyada tension nhi hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

    dear hamesha trading ap ko loss aur profit k bgair apny analysis par kani chye jab tak ap freee minded hoa kar kaam nahi krty hen to ap sahi thra kam nahi kr skty hen es me kam krna chye to ap ko sahi trha kam krna hoga tab hi ap sahi kam kar paen gay aur forex me behrtr earing kar skty hen
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

      G haan apki bat sahi h jb bhe hum trading karty h tu us time humye loss ko mind mein zaror rakhna chey taky jb bhe ager loss ho tu hmye koi bhe tanshn na ho hmye aony mind mn ye zaror rkhna chey ky jahn nafa hota h wahn nuqsan hota h tu qbhi bhe loss any py dukhi na ho
      • #4 Collapse

        Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
        Dear brothers forex trading men jo log loss se dartay hen ziyada loss bhi unn ko ho hota hey kiun k dar ki waja se ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey aur agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss honay pe ziyada tension nhi hoti
        Jawab trading kar rahe ho Laut ko apne mobile mein rakhen lekin uska kabhi bhi aap tension na len jawab toh uski tension Lete Hain To aap ki training acchi Nahin Hoti tension mein aap galat decision lete hain Jiski vajah se increase ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

          g han bilkul isi tarhan hai jab ham trade lagane ke bad ye sochte rhian ke hamain loss ho jai ga to ap ka sara waqt tension main guzre ga is lye apne ap ko tenision main na rakhian balke ye soachian ke forex business main loss aam c baat hai agar ap loss kar dar rakhian ge to ap ka confidence khatam ho jai ga jo ke ap ke lye khatarnak ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

            lfze los ko dear zehn se bhe nikal dein ap forex mein kam kr rhe hain koi am bisnis nai h ye is mein ap profit ka soch kr hi kam krien or ap is mein zaror kamayab ho jaein ge or is se acha profit hasil krne mein kamayab ho jaein ge
            • #7 Collapse

              Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

              phali bat hamay trading karty waqt trend ko nazar mein rakh kar trade karni chye achi entry sa hamay stop loss ko laga kar trade karni cye . tb ap loss aur tension dono sa mahfooz rahay gy . aur ap ko acha profit be ho ga . aur ap mistake sa be bachy gay . loss ko accept karna chye aur stop loss lazmi use karna chye .yahi trading ka asool hai
              • #8 Collapse

                Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

                har jeet tou mind main rah k hi kam karna hoga tab hi hum sucs shon gay aur hamain market main bi trend ko use kar k hi hum loss say bach sakty haina ur hamain is main tention nai leni chahye so hamain is k bary main rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum real main bi perform karein gay it is good job
                • #9 Collapse

                  Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

                  g han hamain is forex main planing kar k hi hum sucss ho skaty hain aur hamain loss say bachny k liye learning kar k hi hum sucss hon gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum kamyb ho skaty hain aur hamain market main bi information hasil kar k hi hum real main bi perform karein gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar trade lagatay waqt loss ko mind men rakhen tu loss pe ziyada tension nhi hot

                    Loss sy jo bhe Darrty hein kadi v wo forex trading business men kamyab nahii ho sakty apna mind aisa set karein loss Business form forex ka parts hy jo cheez parts hen unhen i mean remove loss rakhna kalye hamen acha work mazid acha knowledge sy karna chahye tab hi ja ka acha Successful hasil ho ga aor jab Markeet mn trade kaga rahee hein tu mind m loss ka khayal na rakhen tu hi acha trade profit zror dy gii

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X