Gold per lot size kam hi rakah krain,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold per lot size kam hi rakah krain,
    Assalamu alaikum janab main ummid karta Hun all members se honge main bhi khairiyat se hun forex mein threading karte hue soch samajh ke sath kam Karen gold aajkal nuksan mein chal raha hai aur new members ko chahie jab bhi trading karna chahe gold per tu lot size kam hi rakha Karen,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

    G hum ko lot size hmasa kam rakya gold per iss mya ager hum zada use karya gay to ap ka account wash ho sakta hya iss liya apni mahnat jari rakya iss mya mistake na karya warna ap ko iss may loss ho sakta hya
    • #3 Collapse

      Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

      Aoa haan agreed with u ku k i think loss ka khatra hota hai to humein lot size kam rakhna chahye experience k mutabiq chalna chhye
      • #4 Collapse

        Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

        Asslam.o aaliku
        G han bhai ap ki baat thik hy pkistan.pk forex min treading karty gold pair par hamin chaye ka lot ka size hamesahn kam ho zaroori hy q k gold ki markeet ki movement bahut hi tezz hoti hy bahut hi up dawon movement karti raheti hy isiia hamin is lot ka size 0.01 hi lagan bhetar ho ga jis sy hum forex min acha profit hasil kar sakin gy..
        • #5 Collapse

          Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

          G han gold pr lot size kam rahna chahey q kh gold bhot ziyda movements bhot ziyda kar ta hai or ziyda lot size jar ny sy ap ka acount wash bhi ho sakta hai gold pr trade kar ny sy pahly soch samjhe kar in ta ky ap ko loss na ho or jald bazi bhi nhi kar ni chahey
          • #6 Collapse

            Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

            Yes brother, forex business main jo loog gold per trading krty hain unhain chahiay k woh lot size km use kr k trading karain is say unka account safe rahega aur ziada loss bhi nahi hoga jo loog gold pairs per lot size ziada laga kr trades lagaty hain unhain jb loss hota hy to unka account bhi wash ho jata hy kyon k gold pairs ki movement he boht fast hoti hy jis per trading krany say kuch he minutes main humain ya to boht ziada profit hota hy ya phir boht ziada loss ho jata hy
            • #7 Collapse

              Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

              forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is ma km kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar gold mai kam karty hain to hamy ache earning hasial hi jate hain forex aik acha busienss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

                g han dear hamain is main lot of size ko km akh k hi hum sucss ho skaty hain aur hamain marekt main bi trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain m arket main bi knowldge achi ho gi tab hi hum cahi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

                  gold main bi trade karny say pahly is k bary main anlsye akrni ho gi tab hi hum market main bi sucss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum lsos say bach sakty hain aur hamain market main bi inofmration achi ho gi tab hi hum real main b perofrm karny k kabil ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold per lot size kam hi rakah krain,

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zia786 پيغام ديکھيے
                    Assalamu alaikum janab main ummid karta Hun all members se honge main bhi khairiyat se hun forex mein threading karte hue soch samajh ke sath kam Karen gold aajkal nuksan mein chal raha hai aur new members ko chahie jab bhi trading karna chahe gold per tu lot size kam hi rakha Karen,
                    Forex trading market Mein gold sabse Jyada risk Modelling and gold Mein kam karna hai lot size Hamesha minimum rakhen Kyunki gold ki market bahut fast move karti hai aur profit and loss bahut fast Hota Hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X