struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???
    ASSALAM O ALLAIKUM all forex member... forex mein jo struggle nae karty hardworking karty hain un se yeh puchna hai kiya unhein is ka faida hota hai aur hota bhi hai toh kitni hadh tak faida milta hai un hein mehnat karne ka bina struggle k ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

    bhai hamari strugle hi hamari mehnat kehkati hai our hamain mehnat karne ka methid bhi anana chahye jab ham mehnat karte hain jab mehnat ka andaz acha hoga to hamain kamyabi bhi imusi andaz se mile gi.
    • #3 Collapse

      Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

      Dear forex per mehnat Kia baghair kabhi koi kamyab nhi hota ..ya wo mehnat to kerta hai lekin us me Jan nhi lagata to us mehnat ka koi faida nhi hota ..is Lia hamain mehnat kerty hue apny Kam per focus kerna chahea..jab ham Kam per focus karain ge aur struggle karain ge to ham inshallah kabi nakam nhi hn ge ..is Lia dear AP forex per kamyab hona chahty Hain to hamain chahea k ham Kam per focus karain aur apni kamyabi ko yakeeni bnien..
      • #4 Collapse

        Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

        Asalamu Alaikum
        Dear hard work, struggle , mehnat sub ka ek he mtlb hota hain struggle karna hatd work karna koe alag alag baat nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

          jab dil main koi bhi kaam kernay k laggan ki peda ho jaye to phir us k baad mehnat kernay ko khud hi dil kerta hay or members kaam kertay howay nazar aatay hain struggle kertya rehna sab say best stretegy hay jo k her aik member ko apna leni chahiye
          • #6 Collapse

            Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

            Miry khial mn same bat hy struggle or mihnat forex mn kamyabi na struggle k bagheer mumkin hy na mihnat k jitne in dono cheezon ka istamal krin gy ap k liy otna hi faida hy forex mn agr ap ny forex ko smjha or forex ko sikha tu yhi aik bat kh forex ka business mihbat ko kbhi bhi ignor nhi krta ku kh mihnat mn azmat ht mihnat kiy bagheer ap koch bhi nhi kr skty agr forex mn kamyabi hasil krni hy tu mihnat or struggle dono bahot importent hn
            • #7 Collapse

              Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

              ager ap mehant krain ge to ap kamyab hun ge aur ap ko acha bonus mele ga aur achi earning ho gi so ap bonus earn kr k trading lagain uar acha profit earn krain. ye sub say asain aur acha business hy so ap mehnat krain aur acha bonus bana kr trading kran
              • #8 Collapse

                Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                Forex business hard business hai. Es business mai success hasil krna easy nahi hai. Ap es business mai success hasil krney key lye trader ko hard working aur professional traders sey proper guide lena hai tou es key bad trader forex mai success hasil krta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                  Bhai Jaaan Struggle or mEhNat Aik hi ChEeZ Hai Or FoRex Main Hum Baghair MeHnat Kiye Kaamyaabi HaasiL Nahi KaR sakTay to HUmEn FoRum OR MaRket Yaaa deMo Tamaam Cheezon ko TimE deNaaa Chaaiye Or Sab PaR Baraabr kaam KaRnaa Chaaiye Or PoSting Ko Daily HaR Haal Main Poora KaRnaa Chaahiye Q k Zyaada Bonus Se Humaari inCome Main Bhi Izaafa HoGaa...
                  • #10 Collapse

                    Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
                    ASSALAM O ALLAIKUM all forex member... forex mein jo struggle nae karty hardworking karty hain un se yeh puchna hai kiya unhein is ka faida hota hai aur hota bhi hai toh kitni hadh tak faida milta hai un hein mehnat karne ka bina struggle k ???
                    Struggle Vahi log Karte Hain Jo log mehnat Karte Hain Baat aapane bus form bharkar deni hai kya uska jo bhi matlab Ho apne aap Mein akalmand banana hai Kahe baat karni Bhi Na Aate Ho Vahi HAL aapka
                    • #11 Collapse

                      Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                      han g bilkul ache bat share ke hae ap ne dear forex main struggle karna bahut zarori hae agar ap is main akmaayb nhe ho rahe hain agar ap is main kamaayb ho jate hain to is ke peche ap ke pore struggle hote hae q ke maine bahut se members ko dekha hae jo is main kab se kam kar rahe hain lakin abhe tak wo is main akmaayb nhe ho saken hain lakin phir bhe wo abhe tak is main struggle kar rahe hain or is umeed par hain ke shayad wo is main kamayab ho saken
                      • #12 Collapse

                        Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                        Assalam o alaikum , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se te kehna chahta hoon k you are all right , traders jab mehnat hi nahin kren gy , to kamyab kesy hon gy , m ap ko iss k bary men ye advice kroon ga k mehnat ka daaman kabhi mat chorro .
                        Malik Fiaz khokhar
                        • #13 Collapse

                          Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                          Struggle aur hardworking yeh dono hum apni success k liye karte hain aur humein in dono ko humesha in dono ko sath le kar hi chalna chaiye tab hi hum is mein kamyab trader ban sakty hain aur forex mein jo apni mehnat ko kari rakhta hai woh forex mein buhat jaldi kamyab hojata hai aur forex sab k liye buhat beneficial trading business hai is mein mehnat buhat zayda zaroori hai jo is mein mehnat karta hai kamyabi us sy buhat jaldi milti hai aur forex mein sab k liye mehnat aur hardworking karna buhat zaroori hai kyun k hardworking k bina hum is mein kamyab nae ho sakty....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: struggle kiye bina mehnat karne ka faida ???

                            Mehnat Karta Hai Vahi Struggle bhi karta hai aur FIR Usi Insan ko bahut acchi kamyabi milati hai Kyunki Main Karne Wale Insan Kabhi Na Kam Nahin Hote unko Hamesha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X