Agar time pe hum trade na karin to kiya ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar time pe hum trade na karin to kiya ho ga
    Time pe trading karne k faide ka main ne buhat suna he jeise jeise hum apne karobar min tareeqi hasil kar lin. Time k mutabiq to market har waqat change hoti rehti he aur jeise jeise humare karobar min ezafa ho jata he. Time k mutabiq hum keise earning hasil kar sakte hin. Jeise subah sham k waqat market hamesha change hoti rehti he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai duniya ka koi bhi kam agar ap time per karain us ka faida tu hota hi hai yeh tu aik unversal truth hai. aur forex market main tu time management ka buhat hi zaida khiyal rakhna parta hai as it is too volatile market.
    • #3 Collapse

      bhut acha sawal kiya apne dear friend mai iss bare mai apko yeh kehna chahun ga kay agar hum timr pe trad nahi karty to koi bhut bari problem nahi hay hum time pe trad karnay kay liay apna panding order bhi day skatay hain.
      • #4 Collapse

        dear waise to forex market 24 hour chalti hai but din chand hours aise b aate hain jin ko golden hours kaha jata hai is me trading kerne per ap ka profit margin berh sakta hai or ap ziada trading ker sakte ho.daily pakistani time k mutabik 5pm se 9pm tak ka time golden hours kehlata hai.
         
        • #5 Collapse

          time per trading ka jahan ap ko bada faida hota hai wahin ap ko loss b kafi ho sakta hai kyon k buzy hours me market me kafi tezi hoti hai or market me kafi ups and down hota hai.so ager ap late night trading kerte ho to us waqt market me koi badi tezi nahi hoti.
           
          • #6 Collapse

            g han dear ap ne acha sawal kia ha ma apko btaatho k forex ek real bussines ha agrap is amin trading ek dim mian nhi karo ge to loss ye ho ga k apko income ye profit nhi mle ga thanks
            • #7 Collapse

              aslamualekum dear .... :) Bhai pta nhi ap ko firex ka kitna pta hai Qk apk likhnay k style say lag rha hai k apko ik lafaz b nhi pta.. Forex is trading business es ko ap learn kr k krna.. Apni post barhnay k leya nhi..
              • #8 Collapse

                time ki ahmiat forex trading main boht hai agr ham sahi time pr trade open kartay hain to hamain may be ziada profit ho aur time pr faisla krna aap k liay acha hota hai
                • #9 Collapse

                  agar ap ne apni trade ka time fix kiya hai to phir to ap ki trade miss ho jae gi kyon ke is mein buht loss ho skta hai ap ko time ke mutabik exect tioming pe trade kr deni chahiye ta ke wo miss na ho aur ap ko profit mil jae
                  • #10 Collapse

                    time pay trade karne kay bohot say mtlb ho sakty hain ek to news kay time pay ager aap proper trade karein gay to aap ko ziada fiada hoga or ager aap koi bhi candlesticks ka pattern daikhty hain kay create ho chuka hai to aap fora n trade karein nahen to aap loss mein jaa sakty hain
                     
                    • #11 Collapse

                      g han time managment is very important, hm market analysis sy b pta laga skty hn k kis wqt market ki movement fast hoti hy or kis waqt slow, so jis waqt market ki movement fast ho to us waqt ap trading karen to ap ko zyada profit ho skta hy, lkn shart ye hy k ap experience hon, warna ap ko loss b bohot ho skta hy
                      • #12 Collapse

                        assalm o alaikum forex main time to aek hi rehta hai likan mrkeet sham ko 7 bajey buhat move kerti hai our 12;30 us waqat b buhat move hoti hai ye bat to theek hai hum jab apni manzil ki tarf agey ber tey hai to pher hemin aek time set ker trading kerni caheiy
                        • #13 Collapse

                          dear brother......agr hum time pay trade nai kerty to koi aesi baat nai hai to agly din ap ker ley .....es may time ki koi pabandi nai hai .......ap jis time merzi b kaam ker skty hai .
                          • #14 Collapse

                            Yes I we are not able to do trade at a exact time then you will face many problem and maybe you will loss your all money so be carefulll and do trade with exact time
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Time is most important factor in the forex trading market. Markets moves according to sessions and we spot the sessions by the help of time. London session is most volatile session and market movement is greater than all of the other sessions so London session is most favorable session for traders.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X